- Exam date - 15 June , Sunday 2014 (15/06/2014)
- Total number of questions - 120
- Question Paper Language - English, Hindi,Urdu etc.
Post Name
|
Assistant Loco Pilot
|
Exam Time in minute |
90
|
Syllabus topics |
No. of questions
|
General Awareness |
25
|
Arithmetic | 20 |
General intelligence
|
05
|
Reasoning
|
10 |
General Science
|
30
|
Technical Ability |
30
|
Total NO Questions |
120
|
- RRB ALP Study Guide exam based on following subjects - Mechanical,Automobile,Electrical,Electronics and Communication,Plain English,Reasoning,Objective Arithmetic
- Railway Asst Loco Pilot/Technician (Grade - 3) Author: RPH Editorial Board ,Publisher: Ramesh Publishing House (2011)
- Railway Assistant Loco Pilot Solved Papers - Publisher: Kiran PrakashanAuthor: Kiran Prakashan
Thanks For Your Update RRB Asst Loco Pilot Syllabus 2014, Exam Pattern/Study Materials
ReplyDeleteYa
Deleteso thanks
Delete2012 alp cut off marks plz......
DeleteSir i have small dought... i am completed b.tech (ece) . Bt didnt cmpleted Diploma... am i eligible???
ReplyDeleteHow many questions related to Ece...
yes u r eligible for alp exam
Deletenooo
ReplyDeletesir ...am completed btech in EEE without diploma. plz clarify may i eligible or not to ALP
ReplyDeleteysss
Deletesir,
ReplyDeletei have completed B.TECH with electronics and communication branch.
may i eligible for ALP EXAM.
pls give me help..... 9799471753
higher education also eligible in notification once check it clearly
DeleteYOU ARE NOT ELEIGIBLE. I CAN'T SAY YOU ARE ELIGIBLE
Deletepost karo bhayya, exam pass hone ke baath dekhiye.........
ReplyDeleteno yar
ReplyDeleteSir,
ReplyDeleteI have Completed B.Tech In Electrical Engineering.May i eligible for ALP post...
plz help me-animeshmani07@gmail.com
IF your degree is of four year from a recognised university or institute than you are eligible and if it come from a deemed than not.
Deletesir i am vocational course (ew&sea) electrical wiring and servigcing of electrical appliances am i elegible for loco pilot
ReplyDeleteRrc jabalpur result out.
ReplyDeleteISI WEEK KO DELHI GROUP D KA RESULT AA RAHA HAI KISI BHI SAMAY.................DOSTO APNA RESULT JAROOR BATEYEGA............
ReplyDeleteRrcner ka kb result aya h
ReplyDeleteOk
ReplyDeleteRRCNR delhi ki cut off kya hogi? nanhe ji
ReplyDeletepriya
pahle ke tarah ek seat par dus nahi teen ko bula rahe hai.........isliye is baar cutt off kutch jayeda rahega,,,,,,,,,
ReplyDeleteLagbhag kitna hoga nanhe ji
Delete64 OBC pe ummed hai ?
Deletekolkata mai mera ek dost hai usne 62 kiya tha (-ve ghatane ke bad) uska selection ho gaya hai.
DeleteKya 64 OBC pe koi umeed hai? nanhe ji
ReplyDeletepriya
maine jaisa ki upar bataya mera ek mitra ne jisne kokata se exam diya tha ..waha par seat lagbhag 2500 hi uska selection ho gaya hai .............62 obc negetive ke baad ....isliye delhi mai to ise kafi kam par ho jana chahiye .......kyoki waha par lagbhag 7500 seat hai is saal ............
Deleteand mere vichar se 7500*3=22500 ladko ka 60+ ho nahi sakta so mere anusar apka result to hai...........par 64 yadi -ve ghatane ke baad hai to awasya hoga...
best of luck for your upcoming exam.
THANKS
Deletehello NANHE JI
Delete2014 ALP recruitment me OBC k liye 120 me se kitne nomber
lane hoge ... please muje bataye thanks
GANESH
dosto ab tak aaye result ..
ReplyDeleteaur uske direct link group d ke hai ye sabhi..
rrc allahabad
http://www.rrcald.org/RRCNCR/01-2012-PET/
rrc bhubaneswar
http://results.rrcbbs.org.in/PET-2014/
rrc patna
http://rrcecr.gov.in/Results.asp
rrc kolkata
http://www.rrcer.com/pnl1_srch-0112.asp
rrc chennai
http://www.rrcchennai.org.in/Written-Examination-result-of-EN-No-RRC012012.php
rrc ranchi
http://www.rrcser.in/res/
rrc guwahati
http://www.nfr.railnet.gov.in/pers/re.result/RRC%20GHY%20-%20Written%20Result%20-%202013.pdf
nanhe bhai
ReplyDeleteapka dost sc hai ya obc
OBC Hai and anusuhi I mai wo ata hai
ReplyDeletesamjha nahi sir, dobara batao???
Deletemera dost obc mai ata hai
DeleteOBC other backward cast
wo anusuchi I mai hai...
obc mai do anusuchi hote hai anusuchi I and anusuchi II
Anusuchi I creamy layer mai nahi ata hai isliye unhe cast certificate within six months ka nahi dena padta hai...bus ek baar anumandal ka banawo kam khatam.
Anusuchi II creamy layer mai aata hai isliye unhe cast certificate vacancy se six month ke ander ka dena padta hai..
Bhai koi bata sakta hai ki RRC WR Grup D ka result kab tak ayega.
ReplyDeleteNahane bhai mere 4 question daut me help kare 8.12.013 ke delhi groupd paper ke (.1) rabar ke pirmukh bhagan kha paye jate hai. Malisa , kanada,alaska,meskeo( 2)sabziyo ko obalte samye namak milya jata hai. Isse pani ka khathnak baad jata hai ya kam ho jata hai.(3)football se juda sabd nahi hai. Forward,corner, pass,penalty corner( 4)inme se kaon sa state ouni samano ka pirmukh utpadak hai. Punjab,hariyana.,gujrat,uup
ReplyDeleteworld mai rabbar ke sabse jayeda kheti malasiya mai hoti hai islye waha par sabse jayeda bagan hai ans (a) malasiya
Deleteyadi bhart mai poocha jata to ans kerela hota.
dusra ka uttar kam ho jata hai lucent mai iska ans hi
hint=jab pressure cooker mai kahna pakaya jata hai to kwathanak kam ho jane ke karan kahan jaldi pakta hai...
atah namak ko bhi kwathanak kam karne ke liye hi milaya jata hai.....
thisra ka uttar bahut hi aasan hai .......par dekhne mai bahut hard lagta hai .......kyoki pahli nazar mai yadi aap dekhoge to lagega ki sabhi uttar sahi hai...................
par thoda dyan de to corner sabd footbal mai use nahi hota officialy sath mai ek word aur laga hota hai...jaise side corner penelaty corner adi corner sabd hocky mai use hota hai..
forward ..........striker forward mai khelte hai ....ball ko jab pass kiya jata hai to forward to ka proyog hota hai..
pass..........jab ball ko dusre ko deto hai to pass bolte hai
penalty corner ........yadi goalpast ke under wale D mai awrodh utpann jan boojh ke ki jati hai ya ball hand se touch ho jati hai to plenty corner use ghosit kiya jata hai....
panjab ka ludhiyana sahar uni kapdo ke liye vikhyat hai.......
and chandigarh khel ke samano ke liye ...........
islye chotha ka uttar punjab hoga..
Nanhe Bhai koi bata sakta hai ki RRC WR Group D ka result kab tak ayega.
ReplyDeletebahut jald mere bhai........saraswati ma ki kripa se is saal aapka result ho jane ke mujhe poori aasha hai...abhi sirf ph ka result aya hai..
Deleteye raha link apke result ka....
http://www.rrc-wr.com/WebPages/Result.aspx
mere 65 no. the obc me but nai hua jabalpur group d me list bahut high ja rahi h sabhi board me delhi board ka sayad 68-70 gen. balo ka hone ki sambhavna h thanku
ReplyDeletekajim mirza saheb apke liye mujhe khed hai
Deletejabalpur mai is saal seat kam they isliye itna cutt off gaya ........hope karta hoo ki delhi mai aisa na ho...yaha seat thode jayeda hai....so hamare dosto ko thodi si rahet ki baat to hai bhai..
par kya kare hum sabhi rrc ke rule and regulation se bandhe huwe hai....
kajim mirza saheb
Deleteselection ka adhar teen chize se hoti hai....
1 us din kaisa talenot waha par pahucha tha.....
2 seat kitne hai
3 question ka level kya tha...
ise aur acha se samjhne ke liye kripya is pdf ko phade and uske niche likhe official cutt off ko dekhe...
http://www.nfr.railnet.gov.in/pers/re.result/RRC%20GHY%20-%20Written%20Result%20-%202013.pdf
Thanku nahne bhai qus ke jabab dene ke liye mera delhi group d me cutt karke obc me 8.12.013 ke exam me 65.67 hai kya chance hai.
ReplyDeletechance to hai sir ................best of luck for your upcoming result.
DeleteKoi batye bhai ssc gd 2012 up sc ki final marit kitni gayi hai.
ReplyDeleteGroup D me Salary kitni hoti hai?? in hand
ReplyDeletehello nanhe bhai ab jo nayi group D ki bharti nikli hai uska written exam kab tak hoga. koi idea hai apko.
ReplyDeleteyadi chennai board ka bus chale to exam agle mahine hi ho jata.....par order delhi se aata hai...........isliye . is sall ke pet khatam hone ke bad .......matlab march ke last tak ........sabhi bord ke cpo cheif personel officer ki ek baithak hoti hai uske baad ye nirnay liya jata hai ki ........aage kya karna hai matlab abhi kafi waqt hai................
Deleteabhi mai kewal anuman hi laga sakta hu to mere vichar se june july mai exam ho jana chahiye............
RRC CR. MUMBAI RESULT OUT
ReplyDeletemumbai group d ka result dekhne ka ye raha direct link
ReplyDeletehttp://www.rrccr.com/Modules/ApplicationStatus/WrittenResultIndex.aspx
bhai koi to khuskhabri sunawo.........
DeleteNanhe bhai delhi aur gkp ka kb ayega
ReplyDeleteBahut jald ................
Deletewaise aaj subah rrc secundrabad ka result aaya hai..........
Nahane bahai me yadav obc cetegri mai hu. Mera cast cartificte crimiliar bala hai. Use maine 2 sal pehle banba liya tha tho phir se bar bar nahi banana padta hai na.
ReplyDeleteRRCNR delhi me OBC 60 me koi ummed hai?
ReplyDeleteSneha
Nanhe bhai aapka rrc kolkata ka pet ka call aya ya nahi .
ReplyDeleteSneha ji 60 sahi hai to pet k liye call ayega
ReplyDelete100% sure ho ya aise hi bol rahe ho ji??
DeleteSneha
Sneha ji
Deleteye mat bolo ki 100% sure ho.
waise....
Nanhe bhai ka .......bhawis vaani kabhi galat nahi hota hai.
bus ek kolkata board ko chod kar.
is baar kolkata sab kuch ulta pulta kar ke rakh diya hai..........
waise aap aaram se so jaoo
nanhe bhai ne ek baar jo commitment kar diya......to wo phir aapne aap ki bhi nahi sunta
SAB DAVE FAIL HO GAYE
DeleteNanhe ji RRCNR ka result kab aa jayega aaj wednesday ko bhi nahi aaya?
ReplyDeletehai koi IDIA??
Usha
Nanhe ji rrcncr ka cut of mark kitna gya hai pls bataye
ReplyDeleteRRC NR DELHI RESULT OUT
ReplyDeleteRRC. NR. DELHI RESULT OUT
ReplyDeleteRrcnr ka result out ho gya kya
ReplyDeleteNanhe ji apke sare dave fail ho gaye 64 obc or sc me bhi nhi hua?
ReplyDeletesneha
Nanhe ji
ReplyDeleteRTI ke jariye kaise jankari prapt karoon pls clear? Naresh
http://naukriexpress.blogspot.in/2014/01/rti-procedures-indian-railways-rrb.html
Deleteis link par pura detail already prakashit ki ja chuki hai.
Nanhe bhai, My friend informed after completed them examination RRC NR delhi all paper was leaked. so merit is very high tell it is possible railway examination paper can be leak? ya any setting of other sources to pass exam in directly setting. beacause lot of student say all railway examination are fixed, may be possible?
ReplyDeleteHello nanhe bhai and Rocky bhai top comment is it possible?
DeleteNo ,
Deletedosto koi setting nahi hai
but ab har saal compitition increase ho rha hai .
so cuttoff high hona tha .
nanhe bhai ye tc cc ka result mains wala kab tak aa raha hai?
ReplyDeleteIs br group d m seting wale pas ho rhe h
ReplyDeleteBhaut saary logo ka khna hai paper mai setting huaa hai
ReplyDeleteyaa paper leak huaa hai but yh sab galat hai .
dosto compitition tough ho gya hai . ab har exam me
cutoff jada jata hai . Intelligent student bhi ab group d
kaa exam de rahe hai . aisy me paper k level dekhy to cutt off high jaana .tha .
ek baat aur hai kuch number par hi ka. candidate mil jaaty hai .
aur ab 1 :3 candidate bulaty hai so merit high gai hai .
better hai nxt exam ki hard work karo .
good luck .
Dosto........
ReplyDeleteIs baar sab ulta-pulta ho raha hai. group D result mein.......group d ab
ASM ho gaya hai........
Dosto ab or jyada padoo.......ab..comp. bahut hard hone wali hai.
kahi naukari nahi mil rahi tab tak sabhi loag group d bharne lahy hai .
ReplyDeleteisi liye cuttoff high gya hai NR delhi
group d kaa
RRC wale is saal pen se patriyo mai kam karwayenge................
ReplyDeletehad ho gayi yaar kitne ko is saal nirasa lagi...........mai apne is blog ke sabhi mitro ko jo safal huwe hai unko badhai dena
chanunga and jo aasafal uwe unko ............wo meri feverate line bolna chahunga.......
ASAFLATA HI SAFALTA KI JANNANI HI................
ye apki asaflata nahi ye apne sikha ki galtiya kaha huwi aur hame kaise sudhar karna hai...........................
kolkata and patna ka result dekh ke hi mai samajh gaya tha ki is sall bahut ulate fair ka saal
hai.....................................jis tarah australian open mai hame is saal bade ulate fair dekhne ko mile usi tarah
mujhe bhi harani hui thi kolkata ke result par ....................jis tarah aaj aap ki monosthiti (mind) hai mera bhi yahi
haal tha............kolkata ke result par mere sare mitra fail ho chuke they................mai pass tha par khusi ek percent
bhi nahi tha.....................................
jo asaafal ho gaye hai unhe jayeda nirash hone ki baat nahi hai.......kyoki sayed 40% se jayeda seat is saal khali rahne wala
hai......
sabhi board milakar is saal mere yaha se kul matra panch student hi pass huwe hai usme se kewal mai hi 4.40 mai ek hazar abhi
daud pata hu baki to 5 minute mai bhi cover nahi kar pate....aap yakin nahi karenge dosto sabhi jagah ka yahi haal
hai.............so next group d ki bumper vacancy ane wali hai..................tayari chalu kar de koi bhi paresani ho to
mai to hoo hi................koi bhi math gs reasning mai problem ho to yaha .......discuss kar sakte hai.........mai sada
upasthit rahunga....................
aaab aate hi saare dave fail ho gaye ke upar...........
dost mai ek positive insaan hu ..............mai dusroo ko hosla bhadata hu..............wo amir khan wali film dekhi hai
na...........ek paid ko sabhi milkar gali dete hai to paid hi marr jata hai ,,,three idiots,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
mai kase direct bol do nahi is no par tum fail ho jawoge.......jara socho..........and dosto sabhi board ka ye haal nahi hai
guwahati wale result ko jiska maine address upar diya hai yaddi aap download kar ke dekho ...............to pata chelega.
MAI GARIBI MAI JANMA
MUJHE BHAR PAIT KAHANA NAHI MAILTA THA.
MAI SCHOOL KI PAHADAHI BHI PURA NA KAR SAKA
KAM UMRA MAI MAINE BAAL MAJDURI KI..
JISSE MAI SABSE JAYDA PAYAR KARTHA THA
MERI BEWI ISKI MAOUT SADI KE TEEN MAH MAI
HI HO GAYI.
MAINE SENETOR KA CHUNAW LADA HAR GAYA.
MAINE SENETOR KA CHUNAW LADA PHIR HAR GAYA.
MAINE KHETO MAI MAJDOORI KI
PHIR SENETOR KA CHUNAW LADA HAR GAYA.
EK SAAL BAAD PHIR SENETOR KA CHUNAW LADA
PAHIR HAR GAYA ..................MAI AB EK KARKHANE MAI
KAM KARNE LAGA .......WAHA UNION NETA BANA .........
EK BAAR PHIR CHUNAW LADA PHIR HAAR GAYA.........
AAKHIR 8TH BAAR JAB MAINE SENETOR KA CHUNAW LADA TO
MAI JEET GAYA .......AND EK DEEN MAI AMERICA KA
PRESIDENT BANA ........
ABRAHAM LINCON
**************************************
Thanx
Deleteravi jee
ReplyDeleterrc kolkata ke pet dates 26.02.2014 se asansol malda sealdah and howrah mai suru ho rahe hai .........admit card net par 12 tarik se uplabdh rahega.
Nanhe ji rrcner ka kb niklega
ReplyDeletebahut jald kyoki is saal pet feb mai khatam karne ka prawdhan hai.........
DeleteRrcner ka kb niklega result
ReplyDeleteiska v cut of mark 70 pr jyega
maine naukri ki tyari saan 2011 mai chalu kiya ..............
Deletegroup d ka koi bhi set de do 100% to nahi par ha 90-95 % kabhi bhi kahi bhi bana sakta hu ,,,,,,,,,apko ye jankar sayed acharya hoga ki is saal mai group d ka exam bina bhade-likhe waise hi dene chala gaya and 90 gola kar ke aya and mera selection ho gaya............mai padh isliye nahi paya kyoki mera phyco and type test bhubaneswar mai chal raha tha and uske pahle mai nawada phyco ki tyari karne ...........gaya tha...............
ab aap bologe ke nanhe apni badai khud kar raha hai..........dost mai ye islye aapko kah raha hu ki ..............tyari aisi karo ki 70 and 80 aadi cutt off ke chakar mai padna na pade maine lagbhag 2 saal mai is layek bana ki abhi mere exam nikal ja rahe hai .............iska karan kya hai
pata.hai aapko........wohi wala diolouge so soonar ke ek lohar ki.............
matlab mai daily saam ko 7 to 8 sare din mai paidta hoo..........365 days koi bhi halat mai ................isliye mujhe koi taklif nahi ,,,,jab paricha samne aa jaye to ek mahina 10-10 ghante paid ka koi labh nahi............islye 365 din ka dus minute and ek mahina ka 10 ghanta mere vichar se in dono mai 365 wale hi vijay hote hai ...........
kutch jayeda bol gaya to mujhe maaf karna.........
waise mai aapke result ke liye saraswati ma se prey karunga.
goddess saraswati will bring success and happyness in your life
thanks......
.
Nice Nanhe Bhai ap bilkul sahi ho taiyari esi karo ki cut off dekhne ki jaroor na pade.
Deletethanks
ReplyDeletePlease Read All followers.
hello nanhe bhai and Rocky bhai,
i repeat again jo bande physical dod hi nahi sakte usko Group D me leke kya fayda.
RRC walo ko bhi dimag nahi hai jo banda written me top hai woh physical me bottom hai.
khalasi me physical work chahiye nahi mind work.
Aj mere sath ese bhi log hai jinka physical best tha lekin written me nahi ho paye aur ab kabhi nahi ho payege because unka overage ho gaya hai.
Aur dusri bat bata du jo written me pass ho gaye lekin physical me fail ho jaye ese log please next time exam na de taki dusre dodne wale log ho woh apni takdir railway me bana sake.
RRC walo ko bhi pahele physical le na chahiye nahi written.
Mere sare bhaiyo ko yadi meri comment pasand ayi ho to reply dijiye.
Jay hind.
bhai aap apne jagah bilkul sahi hai................
Deletedekhiye sabka soch alag hota hai .......and sabse badi vichitrata
ye hai ki iska faisala koun sahi koun galat wo karta hai jise hum apna angutha lagate hai ,,, matlab vote dete hai........
pura force line matlab jaise railway mai rpf ,,,,,,,,,sena mai..
militry ,,,,,,,,and central ke eight vibhag matlab cisf crpf bsf itbp
ssb and many more bina doud high jump long jump ke aap ja hi nahi sakte ,,,,,,,,,,ye post purely physical walo ke liye hoti hai............par group d ka daud 1000 m humlog jaise log jo kabhi nahi dode hai bhi doud lete hai...par kya mai jharkhand police ya army ke bahali mai doud pawunga nahi,,wahi mai ek udaharan upne ground se deta hu...jo bande abhi police ki tyari kar rahe hai wo 1000 m matra 3 se 3.30 ke under hi complete kar lete hai so yadi unhe aisa pet de diya jaye to wo bina tyari ke jab bolo jaha bolo doud denge.........isliye isme(group d railway mai) written hard rakha jata hai ........par yadi aap constable gd ssc ka exam denge to written name matra ka hota hai main cheej doud and high jump long jump adi hoti hai........negetive name ka koi cheeze nahi hota usme sabse bada baat aap apna number bhi dekh sakto ho cutt off officialy declare ki jati hai..............par railway group d mai written mere vichar se group c se bhi hard aata hai.......
aab aaate hai state government par yahi par police ki bahali direct doud and pet se hoti hai ...........kam se kam hamare jharkhand mai to police ka chunaw matra pet se hoti hai.........writen mai ek niband likhne ko aata hai......so bina written wale ladko ke liye bahut sare option bana rakhe hai......in angutha lene walo ne (jinhe hum vote dete hai.)
to bhai ye purely mere vichar hai ye kisi aur ke nahi hai.......
sabhi ko apna vichar vayakta karne ka adhikar hai.......sabhi 18+ hai ...............par mere dost ,,,,,,,,,,,,,,,faisala karne ka aadhikar to use hi hai jise hum aapna vote dete hai...
aap bilkul sahi kah rahe ho lekin us waqt aap kahan the jab rrc wale phele daud late the us waqt to aap log supreme court chale gaye the
ReplyDeleteor aap logo ne he ye rule banaya hai or abhi aap logo ko hi ye rule kharab lag raha hai
Roccky bhai jis bhai ne ye comment ki hai woh 1000% perfect hai. esme koi galat nahi hai....
DeleteRocky bhai Jo ap jese log daud nahi pate the woh supreme court gaye the. aur ap jese logo ki vajah se hi vacancy khali ja rahi hai ye ap kobhi pata hona chahiye jese ap log comment dete ho.
pass ho gaya lekin daud nahi pata..........usse hi pata chalta hao RRC ke capable kaun hai. jo log TC CC ASM GOODS Guard ki wriiten exam pass karne ki takat rakhte hai use Group D me Exam deke dusre logo ka seat naho rokna chahiye sahi hai ya galat...........
to sandeep patil
Deletesir
aap ko ek haqueqat baat bata do . tc cc asm goods guard ta ca ecrc sr cum reservation clerk and spatial class aprentice.
yadi general cate hai to sari jindagi mai matlab 18 to 30
12 saal mai kewal and kewal do se teen mouke hi milenge ..
exam likhne ke liye .tc cc asm goods guard etc mai...
yaadi aap obc hai to kewal and kewal 3 se char chance 12 saal mai
yaadi sc st hai to 4 se 5 mouke milenge..........kewal 12 sall mai
note koi bhi direct is line mai nahi aa jata main first railway vacancy 2010 mai tc cc ka bhara tha...........23 saal ke umar mai......sayed sc st ko budhi baad mai ata hai islye 5 sall sarkar hame deti hai .............us samay mai is line mai nahi aaya tha mai ......us samay mai likh loda le pattar tha........
acha huwa ki exam tc cc wala 2014 mai huwa nahi to mai bhi pata nahi kya hota...............ab mai sayed railway group d ko chodkar ek ya do hi exam de paunga........railway ssc nahi hai ki har saal ayega...........so jara is par bhi soche,,,,,,mai jo 2010 wali vacancy ki baat kar raha hu wo pure hone mai sayed 2015 lag jaye.........
and kya aap jante hai upsc ki special class aperentice ki umar matra 21 warsh tak hoti hai...
aaathh saaf hai ki kya karan hi ki har koi group d mai baith jata hai...............very simple berojgari mere dost .........
and sir jo log pahle doud ki wakalat karte hai unhe mai bata do ki jab aisa hota tha.........tab ek sadharan ladka usme ja nahi pata tha..jaise ke maine pahle bhi apne comment mai kaha hai..mere yaha ke force line ke ladke koi bhi jagah kisi bhi stiti mai koi bhi time matra 3 to 3.30 min mai doud lete hai 1000m
Deleteus saamay to mai exam nahi diya tha..........par mere kutch senior batate hai ki 45 se 50 bando ko ek line mai khada kiya jata tha........man lo aap doud mai thick hai phir bhi age wala apko nikalne nahi deta tha ...........jab is bhagdar mai kutch moute huwee ...............tab railway ne first written ka prawdhan kiya................
Apki bat bilkul sahi hai nanhe bhai. i agree with u this point.
Deletedosto
ReplyDeletegroup d me 1 : 10 candidate bulaany chahiye .
sabka bhlaa ho jayegaa .
Aaj ka sawal
ReplyDelete1>world cup mai kon se bhartiya ne pahla hattrick liya tha?
option nahi dunga ........
chandresh kumari kotez, mamta sharma ,deepak sandhu, leela samsen
, sujata singh , girza vyas, arundhati bhatachariya koun hai....
for ssc mts
Chetan sharma
Deletechetan sharma
Deletesahi jawab
DeleteNanhe bhai i have a question. Abhi tak ye sari RRC group D 2013 ki all exam complete hui. uske Question paper ALL RRC ke kese paye jaye ye batao ji.
ReplyDeletejise ab ane wali RRC Group D me hame helphul rahe sirji.
Only 2013 ke 27/17/24/8 2013 ke all question paper All RRC
bhai unik naam ka ek publication hai
Deletefull adress
naya tola
ayadhya market patna bihar,
usne group d 2013 ke sare question sare board ke with answer nikali hai print rate 156/- yadi aapke waha uplabdh hai to le sakte hai............................dhanbad mai ye book 100 rs mai beek rahi hai............
otherwise
kutch din wait kare unik complete question bank railway le le ....
naya print jald hi market mai ane wala hai .......complete mai group d tc cc asm alp adi sare ke sabhi sawal diye rahte hai...
AS PER ASST. LOCO PILOT JOB CONCERNED WHAT I CAME TO KNOW MEDICAL TEST IS VERY TOUGH ...CAN U KINDLY REPLY ME REGARDING EYE TEST WILL THE CANDIDATE WITH LASER TREATMENT WILL BE ALLOWED OR NOT .
ReplyDeletesir sorry for my bad english
Deletebut lasik laser are not allowed even in asm medical, In alp fog test too taken by rrb. before the medical start they give a liquid drop on your eye with the help of that liqid rrb will catch you.,....
I need All RRC Solved paper 2013 last year all dates and all venue when RRC Took all centers all cities, all stages so any book launch in market please inform me.
ReplyDeleteThanks nanhe bhai.
unik railway complete guide solved 20 year question bank....
Deletenote mai unik ka agent nahi hooo........mai yahi book bhad kar exam nikalta hoo....
RRCNR ka cut off mark kitna gaya h?
ReplyDeleteUmmed se jayeda and asha se adhik
Deleteaaj ke sawal se pahle kal ke sawal ka uttar jiska uttar kisi ne bhi nahi diya..
ReplyDeletemera sawal tha.
chandresh kumari kotez, mamta sharma ,deepak sandhu, leela samsen
, sujata singh , girza vyas, arundhati bhatachariya koun hai....
ans>>>
chandresh kumari kotez,,,,,kendriya sanskriti mantri
mamta sharma ................adyash rastriya mahila ayog
arunadhati bhatachariya.......chairman SBI
deepak sandhu.............. kendriya soochna ayog ki 1st mahila adyash.
sujata singh ............videsh sachiw bharat sarkar
girza vyas,,,,,,,,,,,,,,,,,,,awash and shari garibi unmoolan
leela samsen .................sansor board
aaj ka sawal .
ReplyDeleteSri Lanka mai pratham tamil nirwachit mukhyamantri kaun hai?
a>raja rammanna
b>c chelwalam
c>b wenugopalan
d>c v wigneswaram
ans d hoga.
Deletenanhe bhai ye tc cc ke mains ka result kab tak aa sakta hai
ReplyDeleteabhi 03/2012 ka document verification chal raha hai and loco pilate walo ka form suchi badh kiya ja raha hai .............isliye abi kam se kam do se teen mahine to we kahli hi nahi ha................mai bhi iska besabri se intezaar ka raha hu aisha karta hu ki 04/2010 jald se jald final result de...........par dost kolkata rrb ke site mai jakar court ka naya jo adesh aya ha use dekho.... isme likha hai interview in tc cc jo mai pahli baar suna .........ise lekar mai thoda presaan hu ki saala pt mains ke baad hame interview bhi dena padega kya?
ReplyDeleteNanhe ji Jo 26000 jobs nikli hai unme 12th art side se koi post hai ??
ReplyDeletenahi bahi inter arts ka koi bhi seat nahi hai..............
Deleteabhi thoda wait kijeye TTE aane wala hai...........
TTE YA TC ke liye best book kon si rahegi nanhe ji
ReplyDeletesyllabus for upcoming tc tte or ntpc
ReplyDeletept 100 marks 90min
cutt of 60 for gen
80 gs and 20 math reasning
mains 120 marks 90min
cutt of between 90 to 120
30gs
30math
30reasning
30science
iske anusaar kitabo ka chayan sawdhani poorwak kare....
mai jo kitaab use karta hoo uske name
1>Inter art and matric ke books
2>lucent gs and science
3>r s agarwall math
4>ajay chawhan reasning
ye mere main books hai
NOTE kripya ise dhayan de admit card mai likha rahega 3 galat par 1 no cutt hoga par haqueeqat
3galat hone par 4 no cut hota hai...
saath saath mai unik ka practice set banata hoo..jisse timing mai sahayata milti hai........
bhaiye mai samsara documentry ka link khoj raha hu use bhi dal de
ReplyDeleteadministration delete it..
ReplyDeleteAaj ka sawal
ReplyDeleteindia ne kaun se desh ke saath follow on kehlte huwe victory prapt ki thi
Austrailiya
Deletelaxman ne 281 ki pari khelkar match jitaya tha
Nanhe bhai is trh s padne s kya koi result niklega
ReplyDeletesir mai kutch samjha nahi
Deleteaap kya bolna chahte hai sorry for that......
sir,
ReplyDeleteUNIK practice set aap mujhe mail kar sakte hai? pls.
sorry
Deletenahi kyoki c3010s mai aise suwidha nahi hai ................
Hello nanhe bhai,
ReplyDeleteRRC kahalasi ke 2013 ke solve paper chahiye to apne unique publication kaha tha lekin new addition me 2013 ke sare solved paper diye hai please chck karke bataiye.
because yaha gujarat(Ahmedabad) me uniquks rrc ka old version milta hai. to new edition market me agaya hai aur aa gaya hai to usme sare 2013 ke solved paper hai All RRC ke because i need all solved paper to 2013 khalasi examination. and muje book ki price bhi batana. Unique ke alava koi dusra publication ho jisme sare solved paper ho 2013 ke woh bhi batana bhai logo .
thanks
ye basic hai root ya jad majboot karne ke liye kiya apne inhe complete kiya hai.............
Deletelucent gs and science
r s agarwall math
ajay chawhan reasning
dost pahle ise complete kare yadi nahi kiye hai to ..........
practice set to apko magwana padega.............
yadi jharkhand mai koi bhi book chahiye to bus order dijeye kitaab dukan wale ko wo la dete hai ...........
uniqe ke alawa genious publication ka book aya hai jisme sabhi rrc 2013 ke question matlab 27 17 01 08 ........adi ke question and their solution diya huwa hai......
rpf gd chennai candidate call letter download karly .
ReplyDeletesir civil branch students are eligible for asst loco pilot ???
ReplyDeleteplease reply
rrc bilaspur walo tyar ho jawo result website par chada rahe hai..........
ReplyDeleteunka server down hai.............so keep heemat for your result........
ye raha result ka link
http://www.rrcbilaspur.org/
bhai sahi kaha aapne pagla jaunga ek din itna tension lene se chode ................ab mai apke salah par dusro ka kam na dekhunga and dosto in mahasay ke kathan ke anusaar mujhe rest ki jaroorat hai so dost godess sarasawati will bring happiness and success in your life ...............
Deleteab mai is blog par kya kisi bhi blog par na awunga.......
good bye dosto ...................
and sir apko bahut bahut danyawad sahi rasta dikhane ke liye
good bye
Nanhe Bhai
ReplyDeleteRRCNR me RTI se kya main apne marks jaan sakta hoon. kya vo mujhe bataynge or main RTI kaise lagau.
ye raha rti ka procedure
ReplyDeletehttp://naukriexpress.blogspot.in/2014/01/rti-procedures-indian-railways-rrb.html
iske alawa aap direct unse contact bhi kar sakte hai..
is link ke dawara
http://www.rrcnr.org/Contactus.aspx
Nanhe bhai
ReplyDeleteaisa mat karna aap ho to hamara margdrsan hota hai aap na rahoge to humlogo ka kya hoga plz ap humein chod ke mat jao. aap pagal nahi ....
aap mein maa sarawati ji ki kripa hai..jo hum anpad ko sahi rasta dekhate ho......plz dost aage bhi hamara margdarsan karte rahna
plz
plz
Sir bilaspur group d ka resul kab ayega
ReplyDeleteNanhe lohar
ReplyDeletekidhar chaley gai ho.
rrc bilaspur result is ready....................
ReplyDeletesir rrc wr group d ki gen ki cut off mark kitne h
ReplyDeletevese mere 60 marks h or mera result qul. show ho raha h
Nanhe bhai and Rocky bhai aap kaha pe ho bro kuchh to bolo.
ReplyDeleteMeray group d delhi mai 76 number kya mera final merit mai naan hoga mai obc hu
ReplyDeletebhai cut off kitne pe thi OBC ki
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
Deletealp
ReplyDeletenanhe bhai alp k final cutoff kitni jati hai gen. k
ReplyDelete2014 passout candidates eligible or not
ReplyDeletePlease reply me
Hello Nanhe Ji,
ReplyDeleteRRB Assitstant loco Pilot ki exam ke liye please koi acchi Technical Ability book suggest kijiye. mene Diesel Mechenic kiya hai.
Hello! Do you uѕe Tѡitter? I'd liҟe to follow you if thаt
ReplyDeletewould Ьe okay. I'm absolutely enjoying youг blog and look forward to new updаtes.
Feel free to visit my ԝeb sіte - google
Nanhe bhai rrc wr group d ki gen ki cut off mark kitne h
ReplyDeletevese mere 60 marks h or mera result qul. show ho raha h
aapki category kya h gen se ho kya
Deletett/cc allahabad ka cut off gen catagory kitna jayega aur mera 106 marks aa rhe . mera kya chance h
ReplyDeletesome body plz reply
ReplyDeleteruchika
what help tell me
Deletehow do u know that weightage of alp exam paper.is that conform?
ReplyDeleteshall i start my preparation
plz reply
rayappa
Hi,any one can you pl clear my 1 dbt, i have applied for rrc chennai and rrc hyderabad ,the exam will be in 2014year end,is it possible to write both exam or both exams will be held on same date,pl reply for me any one??
ReplyDeleteall rrc exam in same days but alfabetical. Like youre name is ram so aal r alfabate cadidate are same day exam
DeleteSir
ReplyDeleteWhat type of question will be of maths for loco pilot and technician grade 3rod either of secondary level or senior secondary level
Rply plz
rpf gd ki jankari ke liye call mi 09807588044
ReplyDeleteplz koi ye bataye ki 2 month me assistant loco pilot ki prepration ka sabse achha tarika kaun sa hai mai obc me aata hnu aur main focus kaun se topics par hona chahiye abhi mai speedy of alp aur unique of alp se taiyari kar raha hnu
ReplyDeleteplz give me a helpfull sugesations
can anyone help me out ki alp & technicin k last year cuttoff kitni thi ,answer soon bahi log i need help
ReplyDeletesir for alp & technicians the question papers are same
ReplyDeleteyes
Deleteresult provis pannel mai - result withheld & result withheld further investigation me kya differant hai aur esame kya prosses hota hai kitna samay lagata hai please explain friend guide
ReplyDeletesir can you plz clarify my doubt is any change in date of ALP exam
ReplyDeleteneed some information:is the question paper of technician grade iii differ from that of the assistant loco pilot?
ReplyDeletePlease send link for any book, thanks
ReplyDeletehow many mark do i get to pass in alp 2014,plz tell me
ReplyDeletesir
ReplyDeletesir, railway me whitner se answer change karne par answer right hota hai ya wrong or any problem like omr reject
ReplyDeleteqestion wrong
DeleteHello ...kya ap muje alp ki taiyri k liye koi book suggest karege plz....
ReplyDeletesir plzz clarify my doubt..alp ka cutoff kitna jata h all catagory
ReplyDeleteVery good information in your blog, it helps us a lot. Thank you,
ReplyDeletedo you have any information about TNPSC vao exam result 2014 , TNPSC vao exam results 2014 , TNPSC vao result 2014
Hello
ReplyDeleteAbhi Jo 15 jun Ko Loco plt ka exam Hua Tha uska result ane ki sambhavana kab tak h. Aur Iske Bad Me Jo physicological test aur intetview ki tayari Krne ka kya Procedure H.
AA gaya november me
DeleteHLO sir,,
ReplyDeletePls tel me technician grade3 rrb off last year....
ukt
May be 70-75 ques. gen
ReplyDeleterrc gr d 2014 ka exam 2 nov_30 nov(5 sundays) ko hai,,admit card exam date k 4 weeks pahle send kiye jayenge.....genral cut of 85+.all the best
ReplyDeletebhai logo kisi ko pata ho to mujhe bhi bata do ye rrc bilaspur ke joining letter kab se aane suru honge
ReplyDeletethank you
i belong to bc caste and im doing be am i eligible to write alp exams
ReplyDeleteBE karne k bad exam de sakte ho
Deletesir mene ALP ka written pass kar liya he 19 november ko psycho test he pls guide me.....thanks fore your comment,,,
ReplyDeletesir rrb Allahabad technition ka result kab taq niklega .......2014
ReplyDelete