NCC
Games and sports
- Represented university at inter-university sports -01 mark
- Represented state at inter-state sports - 02 mark
- Represented India at international sports meet -03 mark
- Medal winner at national level sports meet -03mark
Height
- A male candidate whose height is 178 cms or female candidate whose height is more than 165 cms shall be given 03 bonus marks.
- The bonus marks shall be added to the marks obtained in the written test and interview for preparing the final merit list of selected candidates.
- The candidates called for viva Voice must produce all original documents in support of their education, age, SC/ST/OBC status where applicable (on the format prescribed in the advertisement), domicile and any other extra curricular activities (including NCC). No further extension for production of the original certificate shall be given. Failure to produce the documents will lead to disqualification of the candidate.
rpf constable(gd) ka result kab aayaga plese inform
ReplyDeletesir rpf result eppatiloga youstundi cheppandi pls...........
ReplyDeleteRPF Bhubneswar Results Kab Aayega plz Shar Riply mi ya mail kardo sureshkumarbagda55@gmail.com
ReplyDelete+919638290391
january me
ReplyDeleteNanhe bhai is br group d mai Q kam bache bethe the mere school m bus 30-35 hi log the
ReplyDeleteIsqa uttar bahut hi saral hai....
Delete1>rrc and rrb mai online aap admit card nahi kar sakte hai.
2>rrc and rrb choti si bhi galti maf nahi karte hai..
example yadi aap overwritteing ya blade ka proyog karoge form bharne mai to wo use rejected kar denge .....
isi karan se students kam se kam do ya teen jagah form bharte hai......taki ek jagah kam se kam confirm admit card aa jaye ..
aab sir main karan ...exam date ek hi deen hone ke karan aap kewal ek hi jagah baith pawege to aapki dosre board mai jana usi deen samvbaw nahi hota...is karan student kam ho jate hai... khaskar ke group d mai sabse jayda awedan ate hai..
ise aur saral tarike se mai aapne udaharan se samjhata hoo...
maine is baar group d ke liye teen jagah se form bhara that
hazipur kolkata and ranchi...
mere teeno jagah se admit card aaya par mai kolkata gaya exam dene ...to mai hazipur and ranchi mai absent ho gaya na bhai...parantu bandhu mai to exam diya ek jagah and do jagah aabsent ...
yahi karan hai ki is bar group d mai kam bache bethe they ..aapke school mai.....
Nanhe bhai railway ntpc ka form kb tk ayega kya wo online rhega
ReplyDeletemene iti nhi kia ho kya ntpc ka dal skta hu aur alp ka
Rohan jee..
Deletealp matlab railway driver ke liye do chize bahut hi zaruri hai...
ALP assistant loco pilate
1>eye site 6/6
2>ITI ya diploma +matric pass
aab aate hai ntpc par
ntpc do tarah ke hote hai...
pahla jiska main ka exam mera 19jan ko hai...
ntpc under gradute...
non technical popular category under graduate...
post= ticket taker ticket collector ticket examiner
trains clerk enqury clerk junior clerk aadi
isme aapko matric pass hona chahiye and umar ya age
18 to 33 ke beech hona chahiye.
doosra
ntpc graduate
iska abi mai final result ka wait kar raha hoo...asm ka
isme aapko gradute kisi bhi visay se hona chahiye matlab
BA Pass B COM Pass Ya Bsc pass with 33%
age 18 to 33
past =traffic aprentice
comercial apprentice
comericial clerk senior
assistant staton master asm
goods guard
enquariy cum reservation clerk
senior clerk aadi....
ntpc graduate 2014 feb mai aane ke sambhawna hai abi koi official jankari nahi hai...
To,
ReplyDeletenanhe bhai
RPF gorakhpur ka result kab tak aa sakta hai .
isky alwa kuch dosto ne OMR sheet par mistake kar di hai jaisy .
1. ek friend ne whitner use kar diya hai
2. ek ne ghosdna patra jo OMR sheet
par apni writting me likhna hota hai
uspar overwritting kardi hai kyonki
usy pta tha blue pen se likhna tha
baad me black se likha hai .
3. ek friend ki OMR sheet par teacher k
sign nahi ho paye hai jabki usky sign aur thumb ka nisaan lga hai .aur
attendence sheet par teacher k sign hai aur usky sign aur aghutha k nisaan hai . par OMR sheet par teacher k sign nahi ho paye .
nanhe bhai En teeno me se kin kin ki copy check hogi .
please help karo.
aabhi sare railway board tc cc ka result and admit card release karne and exam ko lekar vayast hai...sath mai ntpc gradute ka result bhi final ho raha hai...abhi haal ke aanya( other) posto ke result dene ki prikriya ko dekhto huwe mai ye aapko bata sakta hoo. ki sabse susta board gorakpur hai...isliye wo sabse bad mai result jari karega....and sabse fast board chennai hai...kyoki aap yadi asm ka result dekhe to chennai board document cheak kar raha hai and gorakpur board abhi phyco test bhi nahi le paya hai.....so dost result to bahut jald hi prakashit hone wala hai par aabhi koi officila khabar nahi hai...poorvie chetra mai sabse pahle kokata ka result aayega...
Deletebhai mai force line se nahi hoo...phir bhi mai aapko mai jitna janta hoo...awasya bataunga ....
aaploge ke result deri hone ka mukhya wajah hai ki kutch jagah mai ya board mai phir se exam liya gaya hai ...par chuki central government ek saath awedan and result prakishit karti hai isliye dhoda si deri ho rahiiii hai....par result bahut hai jalda ayega.... jaise hi koi result rpf ki aapti hai mai yaha aapko jaroor choochit karunga....
mai aapke result ke liye suchkamna deta hoo..
aur asha karta hoo...ki aapka result jaroor aye .....
hai ek aur baat iska physical bahut hi strickt hota hai....
100m and 1600m dono cleare karna hota hai....sath hi jo physical standard manga hai wo hona chahiye hamare yaha se agale sal ek bhai ka sirf chest mai kami ke wajah se unka nahi huwa tha.....so prepare your self ...according to the employment notice and best of luck for upcoming result
aab baat rejection ka to aaj ko naukri express mai uske bare mai vishtar se bataya gaya hai....
par mai janta hoo...ki sirf name and roll no omr mai sahi se bhare hone chahiye baki chigo ka koi matlab nahi hai....
jaise aapke 3 no wale dost ki baat karte hai bhai uske room mai jo istructer they wo unka jimma hai sign karne ka yadi teacher ka sign nahi huwa hai to aapke mitra ka to kutch nahi hoga...parantu un teacher jee ka us din ka pura rupya sarkar kat legi......aur aage se unhe jimmedari nahi milega....
parantu bandhu aapke 1st and 2nd mitra ne galti to ki hi aab we pure pure railway board ke rahmo karam par hai...
mai ek example dena chahunga mere ek dost ne railway mai question mai hi math banaya that note rough wale jagah par nahi...undino question par dag lagana bhi mana tha par railway ne unka copy cheak kiya aur aaj wo naukri kar raha hai...
isliya kaha gaya hai jaha nirasha hai waha aasha bhi hai....
ques- kambodiya me jo mandir mile h vo kis bhagwan k mandir h?
ReplyDeletea)vishanu
b)shiva
c)narayan
d)rama
Cambodia ek samay mai bharat ka hi abhinna anga tha...
Deletejab rajraja apne full form mai tha to usne sare dakchin south india mai kabja kar liya usne srilanka jo us samay sinhal dip kaha jata tha use bhi aapne kabje me kar liya to waha se bahut sare log palayan karne par majboor huwe aur we ja pahuche syama aaj ka varma .....waha par khemar name ka mahan rajwansh ki sthapna kiya combodiya mai shiva vishnu and budhism teeno ka vikash huwa par sarwadhik vikas Angkor Wat khemer rajwanshe ka huwa jo abhi wartaman mai ......combodiaya mai hai.......
to bhai ye to ho gaya history naw....
your question combodiya mai jo mandir hai usme kon se god hai....
combodiya mai jo mandir hai use angor watt ya ankorwatt ka mandir kahte hai...ye duniya ka sabse bada hindu mandir hai....
jise khamer rajwansha ke mahan samrat suryavarman II ne banaya tha....us samay siva baut bada devta they unlogo ka par par aapko ye jankar ascharya hoga ki ye mandir vishnu ko samrpit he unke tradition se hatkar....
hence your ans will be lord vishanu...
new question everyday solve it
ReplyDeleteNanhe ji kya group d mai dof date of birth bharne ki jagah thi mene nhi bhara tha
ReplyDeleteyadi aap exam center ke omr ki baat kar rahe hai to usme date of birth is baar nahi bharne ka tha.....
Deleteyadi aap awedan form mai date of birth ki baat kar rahe hai to ..usme date of birth bharne ka column hota..hai mere bhai....
Kya ALP.- NTPC type se ayega ya alg alg board ka alg alg.
ReplyDelete30 technical sawal rahenge alp mai bai same same hota hai ..
Deletetechnical jaise soft welding mai kitne no ka road use hota hai...
nanhe ji ram ram er mein rrc ka obc walo ke lia kitna ho sakti hai...............
Deleterrcser grup d cut of mark kitna ho sakta hA SC
ReplyDeletepichle saale ke selection ko dekhte huwe ye kaha ja sakta hai ki ranchi mai cutt off hight nahi jati ...par is bar seat kam hone ke wajah se cutt off thodi high ja sakti hai...matlab agle saal 150 mai 70 wale ka doud mai ho gaya tha....isi se aaap andaza laga sakte hai.... agle saal kolkata mai 10000and ranch mai 7000 seate thi is baar utna nahi hai isliye rachi mai thodi to cutt off jayda rahegi ....
Deleterrcser grup d cut of mark kitna ho sakta hA SC
ReplyDeleterrcser grup d cut of mark kitna ho sakta hA SC
ReplyDeleteNanhe ji mera Diploma ho gaya hai ab mujhe ALP;juniar engineear,tech ki paper ke liye tayari karna hai mai es fild mai naya hu mujhe puri jankari de ki mujhe konsi kitab padhna chahiye or kyase tatari karni chahiye krupya karke mujhe apna chota bhai samajh kar mera margdarshan kare muje aap ke jawab ka entjar rahenga......
ReplyDeleteaapko abhi mere vichar se sabse pahle jo post aayi hui he usko bharna chahiye abhi bokaro se attendent cum traine ka aaya huwa hai pahle use bhare ........alp feb mai ayegi....
DeleteBook recommended for you
lucent
speedy mathematics for railway technical post
r s agarwall mathematics
inter ka math pys chem ke basics ,
bhai yadi aapne B L Theraza ELECTRICAL ki book sambhal ke raki hai to use bahut sare sawal aate hai..
Unik ka railway technical practice set for esm alp etc...
Itna kafi hai......
mera mechanical tread tha jankari dene ke liye Nanhe bhai ji thanks.......or kuch raha to bataenga.....
ReplyDeleteTo ,
ReplyDeleteNanhe bhai
help karo ...
Rpf exam me 80+ ques sahi hai .
Physical ki taiyari kar rha tha ...
But high jump nahi ho paa rahi hai.
Jo bar hota hai usky seedhy running kare yaa bar k cross me jakar jump kare .
Youtube par dekha hai cross wala method but bilkul nahi ho paa rha.
Seedha running ka kuch jump kar leta hoon .
High jump me dusari taraf soft jameen ya bed yaa grass bhi nahi hai yha police line me .
But maine kuch jameen khodkar soft kiya hai aur seedha runinig kar high jump karta hu.
Koi training centre hoty hai kya PET k liye . Yaa stadium me fee lekar practice karne dengy .
training centre for PET
ReplyDeleteBihar ke gaya jile mai JAJWA bol ke ek jagah hai ....waha se practice kar ke abi army ke bahali mai hamare yaha se kutch ladko ne bahali nikali hai
year 2012 mai mera chayan ssc cpo mai huwa tha....mujhe to dost har cheez mai dikkatt hue thi ...par mai aapko bata sakta hoo...high jump kaise bina dar ke marna hai...
socho aapko kik lagani apne dusman ko dodte hue kik lagaye
suruwat 2 foot se kare phir daily use badate rahe .....par man se dar nikalna hoga kyoki dar ke aage jeet hai....
mai asha karta hooo...ki aap physical aaram se nikal loge.....
Rrcer grup d exam date 8.12.2013 tha morning ..mera 55 nambar rahega chans kitna hA ( SC)
ReplyDeletept ka taiyari suru ker do
Deletedear friends
ReplyDeleterpf gd exam result January 1 week ma aane wala hai
rakesh ojha 09807588044
To ,
DeleteRakesh ojha ......
rrb gorakhpur kintni vacancy
Please batao .
Gen , obc , sc , me kitni hai .
Mai sirf 71 hi kar paaya .
Obc from agra
Sorry ... Typing mistake ho gai .
Deleterrb gorakhpur me rpf gd ki kitni vacancy hai .
I think
Deleteur-72
obc-68
sc-57
st-59
tak ja sakta hai
rrc allahabad 01/12/2013 morning shift me mera 73(obc) aa rahe hai meri result ka kitna chance hai
ReplyDelete100% mere bahi....bus aap daid ki tayari start kar do abhi se...
Deleteis bar daud kitne KM ki hogi
ReplyDeleteASM , GOODS GAURD ki vacancy kab aa rahi hai ASM ke farm bharane ke liye railway transport me diploma jaruri hai kya ya gradution se kam chalega
ReplyDeleteDosto … Kitna. Kitna kiye ho
ReplyDeleteCutoff kya ho sakta hai .
Main to 79 hi kar paaya .
Appny marks share karo
Rpf gd exam me
Delete`100% pas ho jaoge
DeleteRrcnr mai group d mai 45 kia hua kya m pass ho skta hu
ReplyDeletedear friends
ReplyDeleterpf exam me admit card 10 lakh esu kiya gaya tha 50% exam chhir diya
and seet bhi badaya gaya hai
total-11952 pahle
ab
total-17087 kar diya gaya hai
rakesh ojha 09807588044
thanks
rpf 14 june 2013 ka result kab aur kaise declared hoga plz nanhe ji bataye aur me apna roll no bhi bhul gaya hun to me kaise rst chk karu plz help me i dont know what can i do?
ReplyDeletemera exam jaipur main tha rst kab ayega aur cut of marks aur rst kaise chk karu?mera mail id mayur.chosla@yahoo.com ya mo no.9904789756 plz plz plz help me nanhe ji
ReplyDeleteNanhe bhai kaha chale gaye
ReplyDeleteSIR NEW ALP KI VACANCY KAB AAYGI
ReplyDeleteALP ki new vacancy aane ki samvabna kab tak ki hai kisi bhai ko pata ho to bataiye
ReplyDeleteNanhe sir maine gorakhpur railway ka 1 dec ko group d ka exam diya hai mera 68 marks negative ko subtract krke a raha hai mai general category se hun kya mera selection ka koi chance hai.
ReplyDeletemere koi bhi mitra ne gorakhpur mai exam nahi diya hai...isliye mere pass uska question koi bhi date ka nahi hai...isliye mai question pattern janne ke baad hi koi viswasniya jankari de sakunga aapke likhe question ko padkar to yahi lagta hai ke gs ka level aacha tha matlab itna bhi aasan na tha koi see and hit matlab dekha aur gola kiya ..kiya hoga ...paar mujhe aap ye baataye
Deleteno of gs
no of math
no of reasning
iske baad hi mai aapko batahunga..
yadi jaise mai kolkata mai exam diya tha waha par 30 math 10 reasning and 60 gs aye they usme se 40 gs bahut hi saral they.
isliye kolkata ka kut off general ke liye 40+5+20=65 ho raha hai
note 40gs 5 reasning and 20 out of 30 in math......is number par selection hona hi chahiye kyoki man liziye koi banda math mai bahut strong hai to 30 mai 28 banaya par gs mai kam laya ...
usi parkar koi gs mai 50 banaya to math mai kam laya ....ek baat dost sayad 2 se 3% log hi hote hai jinka math and gs dono bahut hi aacha hata hai...tab we bhala kyo group d mai aayenge ye bhi sochne wali bat hai....
ye mai aapko aapne question pattern ke aadhar par bataya ....
aaapka queston pattern janne ke bad hi mai aapko age kutch kahunga par 68 mai aaram se ho jana chaiye...
feb mein railway mein har post ke liye form nikala jaiga.................tc,cc,trains clerk,gg,ecrc,asm,alp,etc etc
ReplyDeletemai aapko apne question paper ke kuch question post kr raha hun jisse apko andaja lg jayega
ReplyDelete1- second five year plan is based on-
a- mahalnobis model
b- Gandhi model
c- liberal model
d- none of these
2- who is called father of the green revolution
a- J.L .Nehru
b- Norman Borlauge
c- R.K. Rai
d- S. Ganeshan
3- In which of the following types of economy are the factors of production owned individually
a- Socialist
b- Glid
c- Marxist
d- Capitalist
4- Which of the atmosphere level contains ozone
a- Troposphere
b- Stratosphere
c- Mesosphere
d- Thermosphere
5- Which of the following winds is called roaring forties, furious fifties, Shrieking sixties
a- Polar winds
b- Trade winds
c- Westerlies
d- Local winds
6- Which one of the following dynasties was ruling over North India at the time of Alexander's invasion
a- Mugal
b- Maurya
c- Sunga
d- Nand
6- Who issued a token currency in copper coins between A.D. 1329 and 1330
a- Aladdin Khilji
b- Firoz Tughlaq
c- Muhammad Tuglaq
d- Ghiasuddin Tughlaq
7- Which one of the following is a famous place of pilgrimage for jains
a- Sarnath
b- Parasnath
c- Nalanda
d- Sanchi
8- The cabinet mission plan for india envisaged a
a- Confederation
b- Federation
c- Union of states
d- Union
9- Fundamental duties do not enjoy any
a- Social Sanctions
b- Moral Sanctions
c- Legal Sanctions
d- Political Sanctions
10- What is Higg's Bosson
a- A book on physics
b- An elementary particle recently discovered
c- A movie
d- A name of terrorist organization
5 question pehle hi post kiya tha 17 reasoning aur 10 maths ke question the.
Gorakhpur mai total1080 post thi
ReplyDeletemere vichar se question level to rrc kolkata se bhi tough hai .....then it is very clear you are promoted to pet.....I think according to the questions posted by you gorakhpur cutt of should be gen 60
Deleteobc 55
sc and st 48 to 54
and note 1080 initial figure hai post increase har board mai hue hai........so i think you have strong chance ....to quallify ,,,,
thanks bro
ReplyDeleteNanhe bhai kya er kolkata me bhi seat badhaya gaya hai
ReplyDeleteye me aapko official khabar de raha hu rrckolkata ke bare mai
Deletekripya ye samjhe aur hume bhi bataye rrc wale kya kah rahe hai..
Inclusion/Revision of the vacancies in ST, PWD (VH, HH) Categories in the notified vacancies of Employment Notice No-0112 Dtd.16/8/2013
It is notified that shortfall of 1193 vacancies (ST – 995 Nos., PWD (VH) – 97 Nos. and PWD (HH) – 101 Nos.) against EN No.0110 dtd.14/12/2010, are included in the notified vacancies of Employment Notice No-0112 Dtd.16/8/2013
This is for notice of all concerned.
mere vichar se isi tarah jo vacancy bach jate hai unhe bhi add kiya jata hai ...
Deletekyoki sabhi nahi doud pate maximum ka ye hata hai
jo doud pate hai wo likh nahi pate
jo likh pate hai wo daud nahi pate
and jo dono kar pate hai naukri unhi ko milta hai...
but is website mai to ye bhi likha hai ki yadi 1500 se kam vacancy hai to 1 pr 4 candidates ko pet ke liye bulaya jayega and if vacancy 1500 se jyada hai to 1 pr 3 candidates ko bulaya jayega. dono baten kese possible hai ki 1 pr 4 candidates ko hi bula rahe ho 40% se jayada walo ko bhi bula rahe ho. means agar vacancy se 4 guna se jyada candidates 40% se jyada marks le aye to.
ReplyDeletejaise suraj purva se nikalta hai use galat nahi thahraya ja sakta
Deleteusi parkar chahe kutch bhi likh le last mai unhe railway ke niyam kanoon ke anusar hi chalna padega ...
yadi kul intioal vacancy ke anusar bhi we selection karte hai to pet ke liye unhe 1080*10=10800 dus hazar aadso ladko ko bulana hi hoga yahi railway ka niyam kanoon hai use juthlaya nahi ja sakta.....
manea to 51 namar melaga to ..chans melaga?
ReplyDeleteMene 68 hai delhi me hoga kya
DeleteBhi me deepu yadav delhi board me cut kare 68 hai obc se hu hoga kya? exam-8.12.013
ReplyDeleteAram se hoga.....
Deletedeepu yadav tumhara confirm ho jayega pet ka preparation kro bhai maine tumhara set dekha hai and i tell you bahot hi eassy tha but Delhi mai seat jyada hai and tumhare paas category ka bhi benefit hai.
ReplyDeleteSet saral tha tho marit zyada nahi jayegi.ek hi marit banti hai na har exam ki? Bord se tell me deepu
ReplyDeleteBhai delhi me 68 me kitna % chance hai. Mujhe dar lag raha hai bato please my last exam deepu yadav result kab yega?
ReplyDeleteTo
ReplyDeleteSet saral tha tho marit zyada nahi jayegi.ek hi marit banti......
sabse pahle to kripya aapna ek naam diya kare sir...
man lo mere set mai sawal aya barat ka rastrapati koun hai ...
1947 ka koun si ghatna huwi...baki sawal bhi isi tarah se aaye ...
and aapke set mai aaya rastrapati ki niyuktu koun se anuched se hoti hai......1947 ko koun sa din tha (mon tue wed thur) baki sawal isi tarah se aaya ...
aab yadi cutt of ek hi kar diya jaye to jahir hai mai to baaji mar jaunga aur aap sayad na la sake ....to iska kya upay hai...
to mere dost railway itna bhudbak nahi hai wo ek methode use karta hai is problem ko solve karne ke liye jise normalization kahte hai...
matlab cutt of according to toughness of the questions...
matlab uper bataye gaye question ke anusar mere cutt of yad 80 banta hai to aapka 60 mai hi ho jana chahiye
aur adhik jankari ke liye google mai bus ye likh kar search kare...
normalization in indian railway
or
normalization in ssc
or
normalization in ibps
mai maanta hoon ki normalization exams me kra jaata hai .
ReplyDeletebut yah abhi kewal IBPS banking exam me hi hota hai wha use equipercentile method kahty hai .
banking exam ibps ne advertisement me iska detail diya hai .
but mai ssc me nahi suna aur naa railway exam me
naa hi unky advertisement yaani vigyapan me iska detail hai .
ek aur baat
Deletecuttoff. kabhi 2 alag alag nahi hoty .
yaani paper easy waly ka cutoff 80 % aur paper tough waly ka 60 % .
agar koi board normalization krata bhi hai to nuksaan tough waly ko jaada hi rahta hai .
board tough waly paper ke sabhi candidate ko 5-7 number bonus de deta hai .
saayad ssc graduate level 2013 me 5-6 bonus marks mila hai . jo april me tha 19 may ka paper easy tha .
but bonus marks dena ka infornaton naa to advert.. vigyapan me hai naa hi central aur regional website par kuch friend ka kahba hai paper me kuch question lagbhag 5-6 galat thy so savhi ko bonus mila hai. 5-6 marks ka.
Deleteso i think normalization abhi keval bank exan me hi hai .ssc aur railway me aisa nahi hai .
last one year se se bank aur ssc ka exam de rha hoon .
2012 me. ssc 10+2 data entry ka exam diya tha viswass karo pahly din ka paper me 120+ solve kar deta last day paper tha 85 kra aur result me bhi 85 hi aaya .
so kidar gya normalization ..
ho sakta hai yah rule 2013 me laagu hua ho
kyunki ssc cpo pre me 89 marks tha jabki mai 80 tak ki soach rha tha .physical nahi hua .
abhi ssc cgl mains aur fci mains ka result ka wait kar rha hoon .
bank exam bhi diya keval gramin bank clerk me huaa baaki me fail ho gya .
ptta nahi kya hoga .
ssc cgl 27 april ko hai usi par lag gya hoon .
koi railway exam aany wala ho to btnaa .
good bye
Bhai alag alag cutt of railway me maine kabi nahi suna. 8.12.013 group d delhi ka paper kisa tha? Uski cutt kitni hogi.
ReplyDeletegen 65 to 70
Deleteobc 55 to 65
and i think sc st below than 50
NOTE...ye mere anusar hai ..ye official nahi hai ..
sir aapka yadi 70+ hai to kisi bhi category se aap rahe selection aaram se ho jana chahiye..
practical example of normalization...
ReplyDeletemene 68 banaya asm ke exam mai out of 120 question tough hone ke wajah se ......mera selection asm phyco ke liye ho gaya...rrb bbs mai...
mere mitro ne jo 90+ banaya tha unka result nahi aaya ..red set tha jo ki easy tha....
jabki humlog ek hi jagah group discuss karte hai... and set practice me lagbhag sabka acha no aata tha....
isi se mujhe pata chala ki normalization jaisi koi chiz bhi hoti hai...
to mere dost mere vichar se normalization to hoti hai......
par aab bhi sahi ...ho sakte hai....
Apne group d, up police, rpf ka diya hai kya? Kitne sahi hai cutt karke.
ReplyDeletemaine sirf group d roll no 441011862 rrc kolkata se diya hai..90 gola kiya tha...6 galat ho gaye isliye 82 hi aa raha hai...
DeleteIbps wale 200 m se 90 par pas kr dete hai pr railway wale kitne m pass krte h mlum nhi kya kisi ko mlum h railway k aur railway wale no v so nhi krte
ReplyDeleterailway m gusskhori bhut chalta h
bura mat manna bahi par sayed aapne ulta bol diya...mere yaha se jitne bhi gariib ghar ke ladke hai unka selection ssc and railway mai hi huwa hai...aaabhi mai aapko 100 % bolta hu ki kam se kam india mai yahi do vibag hai jo brastachaar se bache huwe hai...
Deletepar bank ......................aapne aas pass huwe selection ko dekhiye ...aur kya bolu.....
hai railway and ssc mai compition hard hone ke wajah se alga padhai karne padti hai..isliye aapko ladke kam milenge..
dosto apne comments or vichaar
ReplyDeletees website k phale column matlab rpf syllbus wale khane me karo
page load nahi hoty yaa der me hoty hai .
pankaj . nanhe lohar . rakesh ojjha aur sabhi dost phale wale column khane me comment kare .
Ibps wale 200 m se 90 par pas kr dete hai pr railway wale kitne m pass krte h mlum nhi kya kisi ko mlum h railway k aur railway wale no v so nhi krte
ReplyDeleterailway m gusskhori bhut chalta h
nanhe sir rrc patnaD me cut off kitna ja sakta hai plz btaiy.
ReplyDeleteIndia ka sabse toughest jone rrc hazipur hai isliye yaha par cutt of bahut hi jata hai........dost simple si theory hai...90% railway coaching centre patna mai hai pure india ki tulna karne par,
Deleteso tc cc ka result abhi hall hi mai patna mai aya hai usme mere sare mitra jo 80 se 90 ke beech out of 100 mai kiye they wo fail ho gaye , sc ka cutt of bhi waha 75+ gaya hai .....
kyoki railway group d mai seat jayeda hai isliye yaha cutt of gen ka 85+ to jayega hi...
note ssc ya bank ki tarah aap railway mai cutt of free mai pata nahi kar sakte ....iske liye rti name ke ek process se gujarna padta hai......abhi kutch ladko ne rti ke dawara apna number pata kiya hai mai usi ke adhar par ye aapko bol raha hoo....
friends
ReplyDeleterpf/rpsf ka result aagya hai
thanx
rakesh 09807588044
and thnx for pre god for me
ReplyDeletekyo ki mera bhi question booklet nom galt hone ke bad bhi result aagya hai
and mai pass hoo
thnx thnx thnx thnx thnx
M BI PASS HO GAYA HU
ReplyDelete9996774081
THANKS.....................................................
M BI PASS HO GAYA HU
ReplyDelete9996774081
THANKS.....................................................
M BI PASS HO GAYA HU
ReplyDelete9996774081
THANKS.....................................................
mai rrb patna cc mains exam me jo 19/01/2014 ko diya hai jisme me negative cat kar 95 aa raha hai mai obc 9ph) student hu mera hoga ya nahi
ReplyDeleteNext Group D ka exam kab hoga
ReplyDeletenotice no 2013
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete