In pursuance to the provisions of “The Right to information Act, 2005” the following Officers of Railway Recruitment Board are nominated as Public Information Officer, Appellate Authority, in addition to their own duties and responsibilities:
- Method of RTI Application - 1. Offline 2. Online
- Application under RTI Act , 2005 shall be addressed to Chairman & Appellate Authority of RRB and shall be accompained be fee of Rs. 55 by way of DD/IPO payable to the "Chairman & Appellate Authority " - Competent Authority under RTI Act 2005
- APPLICATION - A person who desires to obtain an information under the provision of Right to Information Act, 2005 may make a request in writing or through Electronic means in English or Hindi accompanying a fee of Rs.55/-, to- Public Information Officer & Member Secretary/Railway Recruitment Board
- FEE - The above referred fee of Rs.55 /- may be deposited as through DD (Demand Draft) or IPO (Indian Postal Order) to be drawn in favour of Chairman & Appellate Authority RRB .
- Format - TO - The Chairman & Appellate Authority
- Ask your question ?
- Write your full name and address with pin code
- Attach DD/ IPO
- RRB Ahmedabad - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Ahmedabad 1st Floor, Meter Guage Building, Railway Station, Kalupur , Ahmedabad, Gujarat Pin: 380 002,
- RRB Ajmer - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Ajmer Nehru Marg Ambedkar Circle , Ajmer
- RRB Bangalore - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Bangalore Railway Recruitment Board, No.18, Millers Road, Bangalore-560046 (Karnataka)
- RRB Bhopal - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Bhopal East Railway Colony, [Near Bhopal Railway Station] Bhopal - 462010
- RRB Bhubaneswar - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Bhubaneswar D-79/80, Rail Vihar B.D.A. Rental Colony Chandrasekharpur Bhubaneswar Pin -751023,Orissa
- RRB Bilaspur - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Bilaspur General Manager/SECR's Office Complex Bilaspur (C.G) Pin: 495 004
- RRB Chandigarh - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Chandigarh SCO 34, IInd Floor, Madhya Marg, Sector - 7-C Chandigarh
- RRB Chennai - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Chennai 5, Dr. P.V. Cherian Crescent Road, Egmore, CHENNAI - 600 008 INDIA.
- RRB Gorakhpur - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Gorakhpur Station Road Gorakhpur - 273 001
- RRB Guwahati - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Guwahati Station Road Guwahati 781 001
- RRB Jammu - Srinagar - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Jammu - Srinagar Railway Colony (West) Jammu - 180012
- RRB Kolkata - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Kolkata Metro Railway A.V.Complex, Chitpur, Opp. To R. G. Kar Medical College & Hospital, R. G. Kar Road, Kolkata-700 037
- RRB Malda - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Malda KALIBARI RAILWAY COLONY, P.O JHALJHALIA, MALDA - 732102 (WEST BENGAL)
- RRB Mumbai- Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Mumbai Railway Divisional office compound, Mumbai Central, (E), Mumbai – 400 202 Maharashtra.
- RRB Muzaffarpur - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Muzaffarpur Lichi Bagan, Maripur Muzaffarpur : 842001
- RRB Patna - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Patna Mahendrughat, Patna - 800 004. Bihar.
- RRB Ranchi - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Patna Ranchi, Railway Offices Complex, Chutia, Ranchi-834027 ( JHARKHAND )
- RRB Secunderabad - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Secunderabad,South Lallaguda, Secunderabad 500017
- RRB Siliguri - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Siliguri, D. B. C. Road, Siliguri, P. O.: Siliguri Town, Siliguri - 734004 West Bengal, India
- RRB Thiruvananthapuram - Chairman & Appellate Authority , Railway Recruitment Board, Thiruvananthapuram ,Thampanoor, Thiruvananthapuram – 695 001.
thank u so much . sir ji
ReplyDeleteTO
ReplyDeletenaukriexpress.blogspot.in team or whatever you are....
Sir Rs 55 Please clarify ...
my some friends ,,,,who send rti to kolkata and bbs are just fillup the form and past a rs 10 court stamp and send it to cencerned rrb they are not Include rs 55 stamp .....
sir request to you dont copy past information from other sourcess
be practical .......and sir we are very thankful to you giving such a nice information.
RRC Guwahati Group D result out at Assam Tribune news paper
ReplyDeleteNanhe bhai
ReplyDeleteye jo aap cut off mark 85+ ya 90+ kahte ho ye tolal 100 question pe hai ya 120 question pe.
ye patna ka tc cc ka cutt off hai waha par seat hai only 200+ aur is saal waha par 90+ gaya hai out of 100 kyoki question bahut easy tha group d level ka ...maine sathak waha par thoka tha mujhe rrb gkp mai bhi chance mila tha exam dene ke liye waha question hard they isliye waha par only 86 bana paya tha....so cutt off acording to quesion toughness ..board no of talent ye teen bato par depend karta hai.....let see raviwar ko question group d level ke deta hai ya hard ...main patna mai hi mains doonga......
Deletewaise exam ke bad detail bataunga kaisa set tha kya question aaye they ...aap bhi ranchi ya bbs ke question jaroor batana .......and mai aisha karta hoo ki mera hard set aaye kyoki normalization mai hard set ko jayda rahta hai ..
note patna tc cc mai is baar 89 gola karne wale sc candidate mere mitra ajay bahi jee ka bhi nahi huwa,, yahi source hai mere dost cutt off pata lagane ka iske alawa ek do mitra jinka nahi huwa hai patna board mai unhone rti kiya hai usme to sab doodh ka doodh aur paani ka paani ho jayega..
aur ha ,,,dost ye saala anuched yaad nahi ho raha hai kahi beech wale anuched de diya to mai to gaya.....395 kaise complete karte honge......
Dost
Deleteye aapni aachi baat batayi.
Bilkul mein ranchi board wali question ko yahan pe zaroo share karunga.
Or dost aap ke point pe aate hai.anuchad jo hai na sabhi important nahi hai.395 mein se kuch aap jo adhik exam mein aate hai use alg kar lo
phir ek trick banoo
jaise.....
samnta ka adhikar 14-18
Trick
bdhi jati sab ek saman,
Chuwa-chuit upadhi ant.
Rastraypati Uprastrapati prandhanmantri mein aap dekho
jaise rastraypati anuched 52 mein hai to uprastrapati 63 or pm 74.
Trick:
52 + 11 =63
63 + 11 =74
Ab anuched 41-44
mein aap dekho ye kam or majduri se hai.
To dost isi tarah aap sapna kuch short trick bana ke yaad kar shakte ho.
Trick
Deleteanuched 123 - 321
bus iska ulta.....123 ko ulat do 321
Ek mein rastraypati NOTICE jari karta hai dusre mein Rajyapal
Trick :
352 , 356 ,360
352+4= 356 +4 = 360
Ye sabhi aa-pat-kal se hai ( rashtraypati)
Trick
DeleteBidhi or Nidhi
10-12 ------66-67
Bidhi(10-12) nidhi (66-67)
dhan bidhiyak 110 or bit bidiyak 112
Sanchit nidhi 266 or aakshmik nidhi 267
Dost yaad rakhne ka tarika
man lo-- do ladki hai bidhi or nidhi bidhi ki age 10-12 or nidhi ki age 66-67
bahut bahut sukriya.....
DeleteTo ,
ReplyDeleteNanhe lohar
railway me koi vacancy aane waali ho to jaroor btaye .
Tc / cc exam k liye good luck
jaroor sir jee
Deleterrb kolkata railway teacher 08/2010 result out
ReplyDeletesir unhone aapni website 17 december ke baad chuwi bhi nahi hai.........................sayed is hafte apni website ko result ke sath update karenge...........
Deleteye raha apke result ka link............
http://www.rrcnr.org/
RRC NFR GRUP D CUT OF
ReplyDeleteGEN 57.33
OBC 46.56
SC 44.48
ST 41.07
Bilaspur resilt out
ReplyDeletesir abhi bilaspur ka result nahi aaya hai...
DeleteKumar rocky nd nanhe savi board ka pet ek hi date m hoga kya
ReplyDeleteNahi dost
Deletehar ek board ka aapna alg PET date hoga. ye mein pehle saal ke PET ke anusar bata raha hu.
Rocky nd nanhe bhai chanai aur nfr k result nikla h usse kya umeed hai ki cut of mark kya bn skta h aur nfr m kitne pass huye hai
ReplyDeleteNanhe bhai RRCNR ki cutt off bilkul sure batana aap har baar alag batate ho.
ReplyDeleteOBC hoon or 57 ayenge Result kya hoga mera?
Result kab ayega??
bhai cutt off oficial result ke bad hi acurat 100% batayee ja sakti hai...hum log to phichle sale ke cutt off , question level of that day means 27 24 17 01 08 ke anusar har baar alag alag anuman lagate hai itna jan liziny obc candidate ke liye group d mai 57 marks bahut hai chahe question kitna bhi easy rahe ,,,,,,,,,,3 chaar board ke result aa gaye hai jinme chennai ghy and bilaspur official declare kar di hai...aasha karta hoo...ki isi mahine mai delhi ka bhi result aaa jayega aur mai sure hoo...aapka to result hai...bhai best of luck ,,,,,,,,
Deletethanxx bro.
DeleteThnx rocky bhai
ReplyDeleteDost
ReplyDeletesabhi RRC board result mein 1:4 ka ratio bana rahe hai.
Yani ek seat pe char ladko ko PET ke liya bulaya ja raha hai.
i think January last tk sare zone ka result a jayega.
ReplyDeletebilaspur ka result show nahi kr raha hai kis website pr check kiya jaye
ReplyDeleteNanhe lohar
ReplyDeleteTum Kis category me ho aur kis state k
Ho ( district ) se belong karte ho.
sc jharkhand dhn
ReplyDeleteOk
DeleteGood luck
Nanhe ji
Deleteaap to mere padosi nikle.mein bokaro se hu.
Aap dhanbad mein rahte huwe bhi ranchi board se exam kyun nahi diye.
jab form bhara tha us samya is field ke bare mai kutch nahi janta tha dost log form bhar rahe they to maine bhi bar diya...
DeleteOk
DeleteRRCNR ka result kab ayega?
ReplyDeletesir unhone aapni website 17 december ke baad chuwi bhi nahi hai.........................sayed is hafte apni website ko result ke sath update karenge...........
Deleteye raha apke result ka link.....................
http://www.rrcnr.org/
nanhe bhai rrc kolkata ka result kab aa raha hai koi official jankari ho to bataye please
ReplyDeleteroll no 441011862 rrc kolkata
Deletemaine bhi rrc kolkata se is baar exam diya hai .................
result ka mujhe bhi intazaar hai jab result ayega tab mai awasya batunga yadi use pahle result aa jaye to mera roll no jaroor cheak kijeyega......
sayad isi mahine result aa jye waise abhi koi official khabar nahi hai,,,
Nanhe bhai
DeleteRrc kol.kya huwa aapka result aa gya hai
kumar jee bhai result kaha par dekhoo ..............internet mai to kahai nahi hai......
Deletegroup d jabalpur ki koi jankari , cutt off , result ki koi jankari ho to mujse sare kro koi bhai
ReplyDeletesir
Deleteabhi jablpur ka result nahi aya hai....bus........humlogo ke tarah intazzaar ..............kijeye
apke result ka link ye hai
http://www.wcr.indianrailways.gov.in/
thanx lohar bro.
Deletekhuskhabri
ReplyDeleteCentralised E No . 01/2014
aa gaya hai last date 10.02.2014
age 18 to 30
total seat....26570
education quallification
Matric + ITI
or 10+2 with science
or three year diploma from AICTE
Apne nikatam form stall se form le le
Deletenotification
http://sclub.in/wp-content/uploads/2014/01/RRB-asst-loco-pilot-technician-recruitent-2014www.indianrailways.gov_.in_.png
pura detail rozgar carrer india 18.01.2014 ko prakashit hoga..
WoW
DeleteGood news hai ye to
thank u
Deleteexam kab tak ho sakta hai .
link to khul hi nahi raha dear Nanhe ji
DeleteIska detail wala link dena bhai.
DeleteTo , Nanhe
Deletekon kon si post hai isme
rocky@
Deletedetail news paper me milga
ya website par kuch din vaad aayega .
Ok Boss.
Deleteisme kul 123 post hai isliye sabhi ka naam likna abhi samvaw nahi hai......ha kutch popular post hai...
Deleteloco pilate ITI or diploma walo ke liye
signal gr III and II for inter pass walo ke liye....
maine pahle bhi kaha ki 18 tarik ko official advertise net par ya paper par uplabdh hogi ........and lagbhag 27 hazar borezgaro ko noukri milega...............
mere yaha sabhi dosto se bolna chaunga ki bhul ke bhi allahabad mat bharna ..................seat jada rahne par bhi maine detail dekha hai.........apne nikattam form stall se ..dhanbad station me 5 rs mai form mil raha hai .........mai to ahmedabad ya secandrabad mai bharunga...
10+2 walo ke liye thodi se dukh wali ye khabar hai ki chennai ka koi bhi seat nahi hai.............
Nanhe Bahi
ReplyDeleteRRCNR me jo Final marit banegi jinse selection hoga matlab last marit vo kitne par jayegi? bataye urgent
55 -65 to 100 ke beech jo rahenge unka general mai aaram se hona chaiye cutt of 55 se 65 ke beech hi rahegi agle sall ke anusar .....................................par kutch bhi ho sakta hi
Deleteand think positive be positive and do positive
best of luk for your upcoming result ....
To ,
ReplyDeleteNanhe lohar
mai general category kaa hoon .
UP se belong karta hoon .
main allahabad ya gorakhpur se form
bharon yaa kahi aur se .
mai B.Sc math se kra hai .
waiting for u'r reply
ek baat aur kahni hai .
DeleteAllahabad me kya buraee hai.
matlab wha kya problem hai .
suno sabki karo apni
Deletewaise apne pair par khuladi aap yadi saway marna chahte hai to mai kya kar sakta hoo....
bura mat manna bhai .......
esm asm and bahut sari post waha par 8 , 8 sall se 10 10 sall se latki padi huwi hai....ahi hall hi mai ald ne asm 2006 ka result phyco ke liye diya hai...to bataye phyco ka result is hisab se 2 se 5 sall bad denge and joining to ...sayad
yadi mere bat par yakeen na aaye to rrb allahabad ke official site par jaye and waha par asm ke result ko download kar ke dekhe..................aur bahi kya apne apne aas pass ke kise bhi bande ko rrb alahabad ...not rrc mai join karte huwe sune ho jabki aap khud sayad up ke hai........19 rrb board mai se sabhi baord mai mere yaha ke ladko ne joining ki hai par waha par nahi ..... abhi jo vacancy ayi hai iske previous exam ke result ko ye kai baar cancil kar chuke hai.....
phir bhi suno sabki karo apne dil ki ...
aapka bahut bahut sukriya...
aur ha 18 tarik ko vaccany puri dekhne ke baad hi ,,,,,,,no of seat , compition jone aadi aadi ko dhyan mai rakh kar apna nirnay le......
Nanhe bhai 10+2 ka to pta nhi chal rha hai sb mai iti mga hai
ReplyDeletetumhy vigyapan kha se mila .
Deletecategory no 2
Deletecategory no 3
category no 4
in teeno past ke liye yadi aap matric pass + intermediate science se kiye huwe hai to aap eligilble hai bharne ke liye...
Frm m to likha h
ReplyDeleteBilaspur group d ka result kab lagega
ReplyDeleteNanhe bhai jo columm no 2 choice of railway/unit mai kya bhara jya smj m nhi a rha hai aur columm 3 ke bare m btaye wo nhi ho pa rha h
ReplyDeletemujhe pura vigyapan age dekhne dijiye abhi bahut time hai...exam mai vayast rahne ke karan mai to internet bhi nahi khol paya hu ek do dino se .....so wait i will come with full detail ........
Deleteto
ReplyDeleteNanhe lohar
medical test me bhi kai gunaa log bulaty hai kya .
matlab agar 100 vacancy hai to kya 300
yaa 500 candidate ko medical k liye bulaty hai .
total seat se 30% extra
Deletedosto mere pass 1st stage form samroop black and white photo h
ReplyDeletekya 2nd stage me ye black & white photo chipkaye anyatha recent colored photo ???
krpya samadhan de ?
dear friends
Deleterpf gd exam result aagya hai
rakesh 9807588044
dear friends
ReplyDeleterpf gd exam result aagya hai
rakesh 9807588044
Rpf korlkata roll 2131309991
ReplyDeletemera exam khatam.........
ReplyDeletemai bahut dino ke baad ajadi mahsoos,,kar raha hu...
to dosto ye raha mere exam ka biography.........
04/2010 patna tc cc main exam 2nd stage date 19/01/2014
time 90 minute
total no of question..120
pattern math 50
reasning 30
gs and sci..40
my attempt 118 expected 110 any how..kyoki yaar mera saala groupd d ka exam isse hard tha....
isme se do nahi ata tha mujhe
1>char janjati ke naam diye they, humko batana tha ki
inme se kaun sa andman nicobar dipsamooh mai nahi rahta hai....
and 2nd diya tha....qurdinant chuneye ya chathurthance bataye .+5 and -3 locha ye tha ...mai bhul gaya tha qurdinant mai 2nd qurdinant ko clock wise liya jata hai ki anticlock wise,,,,,,,,,
mera ek sawal gs mai galat ho sakta hai wo hai butterfly kon se group se aata hai maine to molaska par gola laga diya hi...bus gs mai usi mai sure nahi tha...
math mai general railway syllabus ke alawa is baar trigonometry and quadratic equation se bhi sawal tha jaise roots ka addition kya hota hai
roots ka multiplication kya hota hai.....
Patna group d Hazipur mai pet ke liye pass huwe sabhi ...mere dosto ko subhkamnaye......aur jinka result nahi aya unke liye
ReplyDeleteek line mai likhna chahunga....
ye to suruwat hai....aage hume sikh lena hai ki galtiya kaha huwi...
par aab jab hum question baneyenge to board kahega ..question dene mai hume kaha galti huwi,,,,,,,,,,,,,,,
Hello nanhe bhai mera WR trains clerk second stage me 120 me se 105 clear kiye hai UR se belong hu kya result ban jayega..
ReplyDeletedost mai 118 gola karke bhi confirm nahi hu jabki koi bhi halat mai mera 115 se niche nahi aa sakta hai ...........kyoki question bahut hi easy tha 80 math reasining and 40 gs ............mai pahle bhi bata chuka huu ki ise hard to mere kolkata ka group d ka set tha...
Deleteaab ate hai aapke baat par dekhiye first bat to aab final jung hai and seat bahut hi kam hai...and pt mai talented ladke hi chat ke aaye hai...so jaise mai apna udharan deta hu....
mere yahai kul 200 seat hai jisme mera gen + sc milakar 120 lagbhag seat hai...ab man lijeye mera 116 aya and 120 gen+sc ladke ka 117 aya to mera 116 ka koi value nahi rah jata hai..matlab 116 koi kam ka nahi ......kyoiki naukri to 117 wale 120 gen + sc ko denge ...so clear si baat hai...final junge mai bus duwa kijeye..ki jo seat aapki hi man lijeye wr mai 100 seat hai...to duwa kijiye ki 99 ladko ka hai 106 ho aur 105 ek seat appke liye chode de...mai bhi apne liye yahi kar raha hu....
and karm kar phal ki chinta mat kar...ye diolouge ko folllow kare...
aab aapko sudhar karna hai ki 15 question kyo chut gaye .....
apko un 15 question ko age ke junge kam karna hai ..
mai har exam ko ek junge man kar tayari kata hoo....mai apko apne bare mai batata hoo ,,,,,,jab mai ghar aya to sabse pahle socha ki yar ye do question kyo chut gaya .......so maine
andman and nicobar ke baare mai ek pure notes bana dala
and butterfly wala question lucent mai nahi mila to pura net khoj dala and pata chal dost iske baare mai class VIII ke ncert ke book mai diya hai so aab mai class VIII ke vigyan wala book complete kar raha hu....anyhow 105 no ek bahut hi acha score hai......and mai asha karta hooo...ki aapka final list mai naam jaroor ayega.....
aur haa..apne exam ke kutch question jo aap solve kar nahi paye ya uske bare mai nahi jante they yaha par post awasya kare .......
apka bahut bahut danyabad
Thanks nanhe bhai,
Deleteu r absolutely Right. ab muje bhi sochna padega ki me kaha galat hu. aur apni galtiyo ko sudharna hoga.
NANHE BHAI JO Asst Loco Pilot, Technician Gr-III – 26,567 Posts NIKLI HAI, UNME se main kon si bhar sakta hoon?
ReplyDeleteITI nahi ki hai, NON Tech. honn.
12th ki hai, jarror batan bhai?
yadi apke intermediate yani 12th mai physics and math they to aap cate no 2,3 and 4 ke liye eligible hai ......matlab bhar sakte hai ..........
DeleteDear Nanhe- 12th pass ki ART side se kya main ye form bhar sakta hoon??
ReplyDeletenahi
Deletepar aap kutch din wait kare tc cc new vaccany ane wali hai...
and yadi aap graduate hai to SSC nikal gaya hai use bhare..
rakesh kya aapka result aaya yadi aapka result aa gaya hai to
ReplyDeletedosto ...........ise hame ye pata chalta hai ki omr mai bus name and roll no sahi sahi bara hona chahiye to omr cheack hota hai....
rocky bhai kitne attempt kiye kitne ki ummid hai mujhe pata chala ki ranchi ka question bhi bahut saral tha.....mera red set tha apka kon sa set tha....
ReplyDeleteTo
ReplyDeleteNanhe bro.
Pehle to aapko ,bata du ki aapka final selc. is baar paaka hai.kyun ki dost 117 kafi hai .or waise bhi bhai aap to sc se ho ....so Best Of Luck.
ab dost aate hai ranchi board pe bilkul sahi kaha aapne.yaha bhi qus.bahut hi easy tha.mera green seat tha or dost meine total 107 qusetion attempt ki hai.usme se dost 2 wrong hai or 2 question 50-50 mein hai.
Waise dost ek baat kahu to ye ki ek do ladke ko agar aap chod do to baki saare ladke 100- 110 hi question kar paye hai. exam ke baad jaise ladko ne bataya uske anusaar to dost lagta hai.cut off bhi 90-95% ke bich hi rahne ki ummed hai.
To dost mujhe paaka yakin hai ki aapka final slec. ho raha hai.bus ....................aap muh mitaa karoo.
BEST OF LUCK
ha bro mera waise mai kiya to 113 question tha
Deletepar question booklet nomber galt ho ne se bahut dar lat raha tha
phir bhi mera omr chek hua and result aagya hai
mai aap sab ko dhanwad deta hoo mera margdarshan ke liye
thanx
Rakesh ojha 09807588044
Hello ROCKY and NANHE bhai ab kya ASM ka bhi new vacancy niklega.
ReplyDeleteBilkul
ReplyDeleteab to...........ASM GG ka nikal-ne wala hai. Wo bhi bahut jald.
Hello rocky bhai i need ur help meri computer job hai yadi muje online GK Book ki link ya PDF link do ya koi site batao to me online taiyari kar sakta hu. GK and current affairs
Deletehello rocky
Deleteasm ke list mai ,,,03/2012 mai mera name extra candidate ke list mai hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,jiska name extra list mai hai kya use noukri mil sakti hai? mera document verification 19 feb ko hai,,,,,,,document verification mai jau ki nahi....
ye link kis gande admi ne daal di hai?? Nanhe Bhai
ReplyDeleteranchi group d south eastern railway kolkata mai pet ke liye pass huwe sabhi ...mere dosto ko subhkamnaye
ReplyDeleteNanhe Bhai Ranchi group D me cutt of kitne par gaya hai?
ReplyDelete
ReplyDeleteINFORMATION PERTAINING TO RECRUITMENT AGAINST NOTIFICATION NO. SECR/02/2010 DATED 15/12/2010 IS AS FOLLOWS:
· TOTAL NUMBER OF APPLICATIONS RECEIVED : 509775
· TOTAL NUMBER OF ELIGIBLE CANDIDATES CALLED FOR WRITTEN TEST : 404546
· NUMBER OF CANDIDATES PRESENT FOR WRITTEN TEST : 162229
· NUMBER OF CANDIDATES ABSENT DURING THE WRITTEN TEST : 242317
Following information pertaining to candidates other than the physically Handicapped Quota candidates.
· NUMBER OF CANDIDATES CALLED FOR PHYSICAL EFFICIENCY TEST AFTER QUALIFIYING THE WRITTEN TEST:
Total: 16183
UR: 10380
OBC: 2669
SC: 2168
ST: 966
· PERCENTAGE OF HIGHEST MARKS SECURED BY THE CANDIDATES IN THE WRITTEN TEST IN VARIOUS CATEGORIES:
UR: 91.48%
OBC: 89.48%
SC: 85.51%
ST: 64.67%
· PERCENTAGE OF CUT OFF MARKS OBTAINED IN THE WRITTEN TEST FOR THE PURPOSE OF BEING CALLED FOR PHYSICAL EFFICIENCY TEST:
UR: 40%
OBC: 31.93%
SC: 32.68%
ST: 32.45%
· NUMBER OF CANDIDATES WHO QUALIFIED IN PHYSICAL EFFICIENCY TEST :7697
· CANDIDATES WERE CALLED FOR DOCUMENT VERIFICATION AND MEDICAL EXAMINATION 20% IN EXCESS OF THE VACANCIES NOTIFIED EXCLUDING THE VACANCIES FOR PHYSICALLY HANDICAPPED QUOTA.
· NUMBER OF CANDIDATES CALLED FOR DOCUMENT VERIFICATION & MEDICAL EXAMINATION:
Total: 6995
UR: 4664
OBC: 1073
SC: 871
ST: 387
· PERCENTAGE OF HIGHEST MARKS SECURED BY THE CANDIDATES IN THE WRITTEN TEST AND CALLED FOR DOCUMENT VERIFICATION AFTER QUALIFYING THE PHYSICAL EFFICIENCY TEST:
UR: 88.11%
OBC: 71.78%
SC: 66.57%
ST: 56.91%
· PERCENTAGE OF CUTOFF MARKS OBTAIN IN THE WRITTEN TEST BY THE CANIDATES CALLED FOR DOCUMENT VERIFICATION AFTER QUALIFIYING THE PHYSICAL EFFICIENCY TEST :
UR: 40.98%
OBC: 33.01%
SC: 33.33%
ST: 34.45%
cabinate secritrate bhai theth bhasa mai likha ise net se sudh kar lena...
ReplyDelete10+2 clerk
and graduation assistant
nikal gaya hai bhariye
NANHE BHAI JAWAB TO DIYA KARO?
ReplyDeleteRRCNR KA RESULT KAB OR CUT OFF MARK KYA HOGA EXAM 8-12-2013 KO THA.
SHIVAM
Rrcer kolkata group d result out
ReplyDeletehalla huw hai abhi result nahi aya hai....
DeleteNanhe bhai
Deleteaap PET ke liya qaulify ho
kya aap ka roll no 441011862 hai
aapka nam rajkumar das hai
papa ka nam madan lal das.
thank rocky bahi par mere nick name se hi mujhe sambodhan kare isi name se mujhe mere group ke ladke mujhe bulate hai....
DeleteLocal news paper anand bazar patrika
ReplyDeleteor web ke notice board pe diya hai
sir kripya net par search kar ke koi link post kare yaha .....
Deleteiska har kona chan mara kahi par bhi result nahi hai...
http://www.rrcer.com/
Aareee sir is web add. ke home page ke suru mein hi to result diya hai..zara thik se dekhoo bhai.
Deleteexam kab hua tha?????????
DeleteRRCER KA CUT KYA GYA HAI NANHE BHAI?? JWAB TO DIYA KARO....
ReplyDeletebhai ........rrc hazipur patna and rrc kolkata ke result ko dekhte huwe mere sare calculation fail ho chucke hai...mere sare dost fail ho chuke hai..mai sc ke wajah se sayad baach gaya ...........
ReplyDeletemaine 90 attempt kiya tha 6 galat they to mera score 82 ho raha hai .
aur isi number per mera selection ho gaya hai..rrc kolkata mai ..yaha rrc patna and rrc kolkata mai 85+ confirm wale mere general mitra bhi fail ho chuke hai...........................
iska karan sayed ye hai ke pichle saal ek seat par dus ten 10 ladke bula rahe they ..............par is saaall ek seat par teen three 3 ko hi bula rahe hai doudne ke liye .......................
so itne sarre mere mitro ke latke huwe chehre ko dekhte huwe ye raha mera new cutt off
gen 90+ jiska ise kam hai we apne aap ko race se bahar samjhe.
obs 85+
sc 80+
st 75+
To ,
DeleteNanhe lohar
Please jab bhi aap comment
Yaa cutoff bataiy to exam kaa
Naam jarroor bataiy .
Kyunki kaafi candidate nai new
Hoty jo samaz nahi paaty hai yh
Cuttoff yaa koi detail kis exam
Or kis board ki hai .
Uper wala cuttoff grouup d exam ka hai ntpc kaa
NTPC AND OTHER C TO A RAILWAY POST =RRB
DeleteAND BHAI FOR GROUP D = RRC
RRB=railway recruitment board
ye group c to a ka exam leta hai jisme ntpc tech and non tech dono ate hai....
RRC=railway recruitment cell
ye kewal group d post ka exam leta hai...miane upar saaf saaf likha hai rrc kolkata and rrc patna
atah ye cutt off group d ke hai....
par aage se mai apke bat ka dhyan rakhunga.....
dhanyavad dost....for your advice
Nanhe bhai mera result rrc er kolkata 81(OBC) me hua hai daud kis date me hogi jankari de please
ReplyDeletedaud feb ke last week se suru ho rahi hai abhi official date nahi diya hai
ReplyDeleteKis exam ki duad feb last me hai .
Deletekolkata group d ka pet feb ke last week se suru ho rahi hai aise mere result mai likha hai..
DeleteNanhe bhai RRCNR delhi ka kitna cutt of ja sakta hai? inhe dekhte hue
ReplyDeleteHello nanhe bhai ap ab konsip post me join karoge?
ReplyDeleteTC
ASM
Group D
jo mere ghar se sabse samne hoga....kyoki pahle mujhe kisi bhi post mai join kar lena hai...........phir mera pura dhayan jpsc and upsc par hi rahega.......................
Deletewaise kal ya ek do deen mai mera result 5th jpsc pt roll no 613083391 ka aane wala hai....................
and iska mains sayed mayee ya june mai hoga...........yadi bhai aapke yaha prabhat khabar aati ho aur aap jharkhand ke ho to mera result jaroor bateyega............mera jpsc ka roll no
hai.............613083391
tc cc asm ki vacancy kab aa rahi hai
ReplyDeleteOnly 2 Months me sari vacancies declare ho jayegi all india group
DeleteRRC Jaipur NWR Group D result Out
ReplyDeleteNanhe bhai RRCNR delhi ka kitna cutt of ja sakta hai? inhe dekhte hue
ReplyDeletedekhiye sarkar ne ek naya khel khel diya hai ...............
ReplyDeletepahle jaha dus ladko ko pet ke liye bulate they aab teen ko
hi bula rahe hai ek seat par ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
matlab aab 7368 guna 3 =22,104 ladko ko daud ke liye bulayenge .........isliye delhi is sall sabse jayeda seat wala board hai.........
itne sare seat ko dekhte huwe waha cutt off kol and patna se to kam hi hoga ye mai sure hoo............par pahle ke calculation ke anusar na hogi.................................70 + se bhi upar ja sakta hai.............
is saal ache ache bande bhi ludhak gaye hai.........isliye cutt of to high ja rahi sabhi board mai.............
mai aasha karta hoo ki apka bhi nam is 22 hazar mai ek ho...........
dhanyabad..
mai kal ground gaya tha doudne ke liye ..............ek round mai hi halat kharb ho gaya ...........................
ReplyDeleteso 2.5 dayee chakkar kase complete karunga.....
mere ground 400 m round ka hai........................................
yadi koi bhai ke pass koi tips ho to jaroor de ..........mujhe intezar rahega.
Hello nanhe bhai, i m sandip. daud koi mamuli bat nahi hai ye written exam pass karne se bhi tuff hai lekin mushkil nahi hai. mene RPF me 1 year tak service ki hai yadi kisi ko bhi daud se problem ho to ye mere RPF nuskhe jarror apnaye ji ap bhailogo pass ho gaye to samjo ki mene life me ake kuchh achha kam kiya hai so these r my tips for Running.
Delete1. always positive thinking yehi socho ki me Running pass ho hone wala hu muje duniya ki koi takat nahi rok sakti.
2. ap jab bhi PET exam me daudo to apne sath wale bandoko dekh ke ye scocho ki me insab logo me best hu ye sare gadhe hai me hi ek arbhi Ghoda hu ye log muje nahi hara payege.
3. ap apni diet achhi karo me kuchh diet ke nuskhe bata ta hu.
-- roj rat ko sote samay Chane bhigo ke rakho aur morning me us chane ko kha liya karo aur ha woh pani fekna mat wo bhi piya karo sara power usme hi hai.
roj 2 glass milk piya karo
sabse best hai pranayam jab insan daudta hai aur sas fulne lagti hai to samjo ki uski body me oxygen ki kami hai.
so pranayam me anulom vilom is best pranayam for runner isse apki sase fulna bandh ho jayegi.
es pranayam ko roj 15 minute karo phir dekho kamal.
ap kabhi apni life me running me fail nahi honge.
Best of luck my friends for PET exams and RPF also
Nanhe ji
DeleteYahi hota hai.....aaplog jayada padne wale ladke jyada cut off -cut off kar ke aache mark to le aate ho or jab daud ki baat aati hai us waqt aaplog hat jaate ho ...or bus seat fir se khali .....agar jo ek garib ladka ka kam marks lake job hota wo bhi seat aaplog kha jate ho......aisa aaplog kyu karte ho......
Bura mat manna but its truth.....
Think bro.........plz
is ummeed mai ki ek naukri mil jaye ..................
Deleteakhir umeed par duniya tiki hai.............akhir kab tak tution padakar jindagi chalwunga..........
waise apne jo kaha sahi kaha..............mai bhi ek garib ghar ka hi ladka hu bhai.............bus ssc bank railway padakar ye sumsung mobile chala leta hoo..........jisse abhi mai likh raha hoo............rocky bhai ............mai bhubaneswar ke 03/2012 mai extra candidate ke list mai hoo........uska data ye raha
total seat according to 03/2012 in bhubaneswar...
678
student pass in main list 427
student pass in extra list 204
railway mai pahli bar extra list 50% hai aur result seat se bhi kam hai..........mere anusar 427 ko confirm koi ek categori allowte hui hai and hum logo ko cate no 1, 2, 3,4,6,7 mai se kisi mai bhi de sakte hai......................mai bahut confused hoo...................
kya extra condidate ka koi chance hota hai............apne ash pass ke senior se jara pata kijeye
not mai waiting 30% mai nahi balki extra 50 % mai hoo..
apka kya vichar hai ........jaroor batana waise mujhe document verication ka letter bhi aa chuka hai...................
aap sayed ntpc graduate malda mai diye they.........
nice rocky bhai nice
Deletei agree with u.apne mere dil ki bat kar li
ese logo ko Group D ka exam dena hi nahi chahiye jo PET nikal na pave.
ese log hi dusre logo ka seat kharab karte hai.
Rocky bhai pahele jo physical lete the wahi technique sahi the ese nanhe jese log ese dur rahe
sandeep patil bhai
Deleteapka bahut bahut sukriya..............mai ise folow karne ki kossis karunga.................
sandeep bhai majboori mai aisa log banna badta hai.............
Deletenanhe bhai ab me apko bol du ki apka no Bhubneshwar me 100% lagna hai.
Deletebecause RRB Bhubneshwar me koi eailway ki naukri karna hi pasand nahi karta es liye join bhi nahi hota aur jo join hote hai woh after some time they left them jobs.
so apka no lagna pakka hai.
Rrcner ka result kb ayega
ReplyDeleteRrcncr result out
ReplyDeleteRrcnr ka result kab ayega koi batayega?
ReplyDeletethanx for running tips sandeep but ye prayanam kya h? plz tell me must
ReplyDeletekazim bhai Pranayam meanse apni breath(sas jo ap lete ho)lene ki technique. apko kuchh nahi karna hai bas early morning jaldi uthke khuli jagah pe deep breath lo only 15 minutes jise apki body ko saho oxygen milega aur running ke time pe apki sas fulna band ho jayegi ap milkha singh ban jaoge okji. dusri koi hamare layak seva ho to bataiye,
DeleteAll The Best
bhai me mp police me qulify hua hu ,jisme running 800 meter h jiska time 2.45 minuts h but meri running time 2.50 a rahi h koi inligel tarika ho to batado yr pichli bar v 2.48 me ayi thi 3 second se reh gaya tha , rpf gorakhpur me v qulify hu jiski running time 6 minnut a rahi h kuch upay ho to batado patil ji other vise me dipressan me chala jauga
DeleteKhuskabri dosto TTE 2014 ke bare mai
ReplyDeleterailway ki nayi vacancy agle mahine tak aa sakti hai..
education quall,,.................matric pass
age.................................. 18 to 30
tatol vacancy......................2500
note .........Railway Recruitment Board will start process of TTE(Ticket Examiner) 2500 Posts Recruitment in 2014, Very soon. But, Their is 9000 TTE required in railways
Thank u
DeleteBhai Nanhe Aap Kabhi bhi mere question ka jawab nahi dete ho...main apki website ka tyag kar raha hoon.
ReplyDeleteMaine poocha tha ki RRCNR delhi ka result kab ayega? or baki result dekhte hue yahan cutt of kitni ja sakti hai? main akhri baar pooch raha hoon........from Naresh
Hello bro,
Deletesabka result ek sath nahi ayega feb ke first week tak sare india ka result nikal jayega. aur cut off kya hoga abhi se koi nahi bata payega sare board ke cut off diffrence hai so please result ka wait karo uske bad apko cut off pata chalega. cutt off always vacancies ke uper tay kiya jata hai so please wait for result.
All The Best
Dear Sandip patil bhaisahab ye bata sakte ho ki OBC se kitne wala pass ho sakta hai? idia to de sakte ho?
DeleteRRCNR delhi ka result monday tak aa sakta hai...................mere kutch dosto ke anusar .....................jo delhi mai rahte hai..........we rrc office se ye pata lagaya hai.................................................................
ReplyDeletepar mere ausar result to tyar hai boss................unhe bus ise upload karna hai...................atah resut kabhi bhi aaa sakta hai........................waise 17 december ke bad unhone apni website ko chuwa tak nahi hai......................................waise jab bhi result ayega aap use yaha par dekh sakte hai.....................
http://www.rrcnr.org/Cand_Result.aspx
cutt off ka khel to bahut hi uljan wala ho gaya hai...................isliye accurate to nahi bata sakta par ummed rakhiye obc 60 to 75 ke beech hi hoga........and gen 75+
03/2012 ntpc graduate kolkata final result out
ReplyDeletedelhi ka d grp ka result kab ayega???
ReplyDeletebahut jald bhai ...................
DeleteNanhe bhai apka rrc kolkata ka pet daud ka call letter aa gaya kya daud kab se ho rahi hai bataye please
ReplyDeleteFEB ke last week se daud suru hoga ..........................abhi mera call nahi aya hai.........mera abhi teen chakkar lagbhag 1200m mai 4.40 time lag raha hai...........
DeleteRrc jabalpur result aa gaya hai.
ReplyDeleteRrc jabalpur result aa gaya hai.
ReplyDeleteRrc jabalpur result aa gaya hai.
ReplyDeleteRrc jabalpur result aa gaya hai.
ReplyDeleteRrc jabalpur result aa gaya hai.
ReplyDeleteISI WEEK KO DELHI GROUP D KA RESULT AA RAHA HAI KISI BHI SAMAY.................DOSTO APNA RESULT JAROOR BATEYEGA............
ReplyDeleteyaha tak ane mai baut samay lagta hai...........isliye sare dost ab
ReplyDeletepahle wale post mai comment kare........mai aab wahi par uplabdh rahunga.................
come to here.........
RRB Assistant Loco Pilot(ALP EXAM SYLLABUS)
yaha tak ane mai baut samay lagta hai...........isliye sare dost ab
ReplyDeletepahle wale post mai comment kare........mai aab wahi par uplabdh rahunga.................
come to here.........
RRB Assistant Loco Pilot(ALP EXAM SYLLABUS)
rrc wr group d ki gen ki cut off mark kitne h
ReplyDeletevese mere 60 marks h or mere pas pet ke liye call aya hai
tt/cc allahabad ka result kb tak ayega aur
ReplyDeletecut off kitna jayega
rrcer kolkata ki group d ka cut marks .....GEN 58,OBC-55,SC-51,ST 48
ReplyDeleteagar kisi ki eastern rail group d ka cut of mark pata hai to plzz bataie
ReplyDeleteeastern rail group d written exam mera marks hau GEN 67.... kiya main medical ke liye quqlify kor sakta hu
ReplyDeleteeastern rail group d ka medical list published hua hai
ReplyDeleteHi
ReplyDelete